breast cancer symptoms

9
Janiye Breast Cancer Symptoms se Judhe Tathaye HRELATE.COM

Upload: cshradhha

Post on 07-Aug-2015

14 views

Category:

Documents


0 download

TRANSCRIPT

Page 1: Breast cancer symptoms

 

Janiye Breast Cancer Symptoms se Judhe Tathaye

HRELATE.COM

Page 2: Breast cancer symptoms

hrelate.com

Breast Cancer Symptoms• Istan cancer mahilao mai hone vali ek khatranak

bimari hai. Jise hone par vah mout ka bhi shikar ho sakti hai. Iske peeche karan hai ki, mahilaye ko sahi samay par iss bimari ka ptaa nahi chal pata hai.

• Lekin sahi samay par iske lakshano ki pahchan karke mahila iss bimari se bach sakti hai. To chaliye aaj iss article mai hum aapko batate hai, Breast Cancer Symptoms in Hindi. Jisse aap istan cancer ke lakshano ko pahchan kar swasth rah sakte hai.

Page 3: Breast cancer symptoms

hrelate.com

Istan Mai Parivartan

Breast ka asamanye tarike se badhne, bagl mai sujan aana, nipple ka laal padna ya unse khun aana, yadi apke istan mai kai bhi ubhar ya asmanye motai lage to turant apne doctor se sampark kare.

Page 4: Breast cancer symptoms

hrelate.com

Breast Pain

Breast Cancer Symptoms in Hindi ki baat kare to breast pain iska sabsa badha lakshan hai. Kabhi bhi mahilao ko masik dhram aane ke kuch week pahle istan mai dard hota hai. Ise Cyclical Mastalgia kaha jata hai. Yhe darad istan upari aur bahari hisse mai hotahai.

Page 5: Breast cancer symptoms

hrelate.com

Istan mai Sujan

Agar aksar aapke istan mai achanak sujan aane lage. Sath hi agar vah sujan jaldi se jane na matlab yeh sujan lambe samay tak bani rahe. To aap samj jaiye ki yeh ek bahut lakshan hai. Jis par aapko dhyan dena chahiye.

Page 6: Breast cancer symptoms

hrelate.com

Chhot Lagna

Agar aapke istan mai kisi prakaar ki chhot lagi hai. Jo ki lambe samay tak theek bhi nahi ho pa rahi hai. Jisse ke karan aap takleef mahsus kar rahe to aaj iss gambhir samasya ko se bache.

Page 7: Breast cancer symptoms

hrelate.com

Sankraman Najar Aana

Agar aapko breast mai koi infection ho raha hai. Jiske karan aapko bahut si takleefo ka samna karna pad raha hai ya fir iss infection ke karan aapke istan par laal-laal nishan dikhai de rahe. To samjh lijiye ki, yeh istan cancer ka lakshan hai.

Page 8: Breast cancer symptoms

hrelate.com

Istan Caner ki Jache Tatha Iske Ilaj

Yeh avshayak hai ki 30 saal ki umra ke baad pratek mahila mahavari ke baad apne istan aur iske idhar udhar hone vale badlavo ki khud chanch kare. Isse tarah 40 saal ki umra se har mahilao ko saal mai ek baar breast specialist se apni chanch karvan chahiye. Saath hi Breast Cancer Symptoms ke prati hamesha jagruk rahna chaiye.

Page 9: Breast cancer symptoms

hrelate.com

Blood Test se ho Sakti hai Breast Cancer ki Pahchan

Haal mai hi huye ek research mai yeh baat samne aai hai ki, ab blood test se bhi istan cancer ki pahchan ki ja sakti hai. Istan cancer mahilao mai hone vali aam bimari hai. Vese dekha gaya hai ki, aaj kal vishv mai iss bimari se pidit mahialo ki sankhaya badti ja rahi hai.

Britain ke scientific ne kaha hai ki, blood test sample se kisi bhi mahila mai istan cancer ke hone ki sambhavna ka ptaa lagaya ja sakta hai. Landan ke ek collage ne cancer aur white cell jeans ke beech ki pahchan ki sambhavna ka ptaa lagne ke bahut kareeb pahuch gaye hai.