diabetes diet in hindi: janiye swasth sehat ke raaz

8
Diabetes Diet in Hindi, Madhumaye Rogiyo ke Liye Aahar HRELATE.COM

Upload: cshradhha

Post on 07-Aug-2015

88 views

Category:

Healthcare


5 download

TRANSCRIPT

Page 1: Diabetes Diet in Hindi: Janiye Swasth Sehat Ke Raaz

 

Diabetes Diet in Hindi, Madhumaye Rogiyo ke Liye Aahar

HRELATE.COM

Page 2: Diabetes Diet in Hindi: Janiye Swasth Sehat Ke Raaz

hrelate.com

Diabetes Diet • Madhumaye ke rogiyo ka bhojan keval pet bharne

ke liye nahi hota hai, uske sharir mai blood sugar ki matra ko santulit rakhne mai bhi sahyak hota hai. Isliye unhe sahi aahar lena bahut jaruri hota hai. Lekin dekha gaya hai iss baare mai logo ko sahi nahi hoti hai.

• Isliye aaiye aaj iss article mai hum aapko batate hai, Diabetes Diet in Hindi. Jisse madhumay ke rogi inn khadya padarth ka sevan karke hamesha ke liye swasth rah sakte hai. Saath hi iss bimari se aasani se ladh bhi sakte hai.

.

Page 3: Diabetes Diet in Hindi: Janiye Swasth Sehat Ke Raaz

hrelate.com

Methi

Diabetes Diet in Hindi mau methi dana ka naam sabse pahle aata hai. Ek chammach methi ko puri raat 100 milliliter pani mai bhigo lliiye aur fir subah khali pet iss pani ko pijiye. Isse aapki diabetic hamesha control mai rahegi. Saath I aapki pet se sambhandhit samasya bhi khatam ho jayegi.

Page 4: Diabetes Diet in Hindi: Janiye Swasth Sehat Ke Raaz

hrelate.com

Tomato ka Ras

Har subah pet tamoto ke ras mai namak aur kali mirch milakar pijiye. Iske rozana sevan se aapki sehat hamesah ke liye acchi bani rahegi. Saathi aapki diabetes bhi control mai rahegi.

Page 5: Diabetes Diet in Hindi: Janiye Swasth Sehat Ke Raaz

hrelate.com

Bhigoi Badam

Roz subah 6 badam ko raat bhar pani mai bhigo kar rakh dijiye, fir subah iska sevan kijiye. Isse aapke sharir mai rogo se ladhne ki kshamta bhi badegi. Saath hi aapki skin bhi bahut sundar dikhai degi.

Page 6: Diabetes Diet in Hindi: Janiye Swasth Sehat Ke Raaz

hrelate.com

Bhojan ki Suchi

• Sabhut anaj, chana aata, bajra aur anye ucch fiber yukt khadya padarth bhojan mai shamil kijiye. Iske saath hi khane mai hamesha hari pattedar sabjiyo ya ankurit aanaj ka ko khaiye.

Page 7: Diabetes Diet in Hindi: Janiye Swasth Sehat Ke Raaz

hrelate.com

Dudh

Dudh mai carbohydrate aur protein acchi matar mai hota hai. Aur yeh blood sugar ko bhi control karta hai. Iss liye roz 2 gilaas dudh jarur pijiye. Isse aapko bahur sare swasth laabh milenge.

Page 8: Diabetes Diet in Hindi: Janiye Swasth Sehat Ke Raaz

hrelate.com

Uccha Fiber Vali Sabjiya

Ucch fiber sabjiya jese matar, broccoli, palak aur pattedar sabjiya apne aahar mai shamil kijiye. Isi tarah daal aur sprouted bhi ek healthy food hai. Jisse aapka vajan bhi control mai rahat hai aur sugar level bhi.