faiz ahmed faiz

5
Faiz Ahmed Faiz( ) Kar raha tha gham-e-jahaan ka hisaab aaj tum yaad behisaab aaye Faiz Ahmed was born at sialkot and was a very colorful personality, as much as he has been a poet, a reformer, an army colonel, a college professor and officer in AIR, a journalist and a political activist who was imprisoned by authorities. He was a very soft spoken person. Very well versed in classical literature, he was essentially a romantic poet who started his career by writing ghazal but was soon drawn towards stark realities of life and was disturbed by all pervading poverty. In his poetry is found a superb synthesis of beauty & essence, love & politics, art & thought. He created new norms by improving old conventions. He has created a school of poetry and is another landmark poet of Urdu poetry Ashaar Na ab raqeeb na naseh na ghum-ghusaar koi Koi hum nafas nahi, koi hum nawa nahi hai Woh log khush kismat the Apni Maazi ke tasaavoor se hiraasa hoon mein Tum jo tehar jaao Mujh se pehali si mohabbat Aaeeye haath uThaaeN ham bhi Duniya ne teri yaad se begaana kar diya tujh se bhi dil-fareb hain gham rozgaar ke ********** Hui hai hazrat-e-naaseh se guftagu ji shab woh shab zaroor sar-e-kue-yaar guzri hai ********** Aur bhi gham hain zamaane meN mohabbat ke sivaa raahatein aur bhi hain vasl ki raahat ke sivaa ********** Woh baat saare fasaane me jis ka zikar na tha woh baat unk bahut naagawar guzri hai ********** DostoN us chashm-o-lab ki kuch kaho jis ke baghair gulistaN ki baat raNgeen hai na mai-khaane ka naam ********** Mil gaye ho to chalo rasm-e-duniya hi sahi

Upload: deependra-v-singh

Post on 26-Oct-2014

56 views

Category:

Documents


8 download

TRANSCRIPT

Page 1: Faiz Ahmed Faiz

Faiz Ahmed Faiz( )

Kar raha tha gham-e-jahaan ka hisaabaaj tum yaad behisaab aaye

Faiz Ahmed was born at sialkot and was a very colorful personality, as much as he has been a poet, a reformer, an army colonel, a college professor and officer in AIR, a journalist and a political activist who was imprisoned by authorities. He was a very soft spoken person. Very well versed in classical literature, he was essentially a romantic poet who started his career by writing ghazal but was soon drawn towards stark realities of life and was disturbed by all pervading poverty. In his poetry is found a superb synthesis of beauty & essence, love & politics, art & thought. He created new norms by improving old conventions. He has created a school of poetry and is another landmark poet of Urdu poetry

Ashaar Na ab raqeeb na naseh na ghum-ghusaar koi Koi hum nafas nahi, koi hum nawa nahi hai Woh log khush kismat the Apni Maazi ke tasaavoor se hiraasa hoon mein Tum jo tehar jaao Mujh se pehali si mohabbat Aaeeye haath uThaaeN ham bhi

Duniya ne teri yaad se begaana kar diyatujh se bhi dil-fareb hain gham rozgaar ke**********

Hui hai hazrat-e-naaseh se guftagu ji shabwoh shab zaroor sar-e-kue-yaar guzri hai**********

Aur bhi gham hain zamaane meN mohabbat ke sivaaraahatein aur bhi hain vasl ki raahat ke sivaa**********

Woh baat saare fasaane me jis ka zikar na thawoh baat unk bahut naagawar guzri hai**********

DostoN us chashm-o-lab ki kuch kaho jis ke baghairgulistaN ki baat raNgeen hai na mai-khaane ka naam**********

Mil gaye ho to chalo rasm-e-duniya hi sahiwarna yuN pursish-e-ehwaal se kya hota hai**********

Gar baazi ishq ki hai, jo chaahe laga do Dar kaisagar jeet gaye to kya kehna, haare bhi to baazi maat nahi**********

Damaan-e-dil ko gulzaar bana rakha haiaao ek din dekh lo dil-e-pur khoon ka hunar**********

Page 2: Faiz Ahmed Faiz

Kar raha tha gham-e-jahaaN ka hisaabaaj tum yaad behisaab aayehar rag-e-khooN meiN phir chiraaghaaN hosaamne phir woh be-naqaab aaye**********

Umar-e-jaaved ki dua karteFaiz woh itne kab hamaare the**********

Ghazal

Na ab raqeeb na naseh na ghum-ghusaar koitum aashna the to theeN aashnaiyaaN kya kyapohaNch kar dar pe tere mautbar tehreagar-che raah meiN hui jag-hasaaNiyaaN kya kyahum aise saada-luhon ki niyaaz mandi sebutoN ne ki haiN jahaN mein khudaaiyaaN kya kyasitam pe khush kabhi lutf-o-karam pe ranjeedasikhaieN tum ne hameiN kaj-adaiyaaN kya kya

Ghazal

Koi hum nafas nahi, koi hum nawa nahi haiek dil tha faqt apna, ab woh bhi nahi haikyun dekhte rahe sitaron ki taraf humjab unse mulaqat ka vaada bhi nahi haimarne ka tere gham me iraada bhi nahi haihai ishq, magar itna zyada bhi nahi haiInhi paththaron pe chal ke aa sako to aaomere ghar ke raaste mein koi kehkashan nahi hai

Aashique

Woh log khush kismat thejo ishq ko kaam samajhte theyaa kaam se aashiqui karte thehum jeete ji masroof rahe,kuch ishq kiya, kuch kaam kiyakaam ishq ke aade aata raha,aur ishq se kaam ulajhta rahaphir aakhir me tung aakar hum nedono ko adhoora chod diya

Faraar

Apni Maazi ke tasaavoor se hiraasa hoon mein apni guzre hue ayyaam se nafrat hai mujheapni bekaar tamanaaoo pe sharminda hoonapni be-sood umeedoo pe nidaamat hai mujhe mere maazi ko andhere mein daba rehne domera maazi meri zilat ke siwa kuch bhi nahimeri umeedoo ka hasil meri kaavish ka sila ek benaam aziyat ke siwa kuch bhi nahi

Page 3: Faiz Ahmed Faiz

Tum jo Thehar jaao

Tum jo pal ko Thehar jaao to yeh lamhe bhiaane wale lamhoN ki amaanat ban jaayeNtum jo Thehar jaao to yeh raat, mehtaabyeh sabza yeh gulaab aur hum donoN ke khuwaabsab ke sab aise mub-ham hoN ke haqeeqat ho jaayeNtum Thehar jaao ke unwaaN ki tafseer ho tumtum se talkhi-e-auqaat ka mausam badaleraat to kya badalegi haaalat to kya badaleN getum jo Thehar jaao to meri zaat ka mausam badalemeharbaaN ho ke na Theharo to phir yuN Theharojaise pal bhar ko koi kuwaab-e-tamanna Theharejaise durweshe madaH-nosh ke pyaale meiN kabhiek do pal ke liye talkhi-e-duniya ThehareThehar jaao ke madaarat mai-khaane sechalate chalate koi ek aadh subu ho jaayeis se pehale keh koi lamha aainda ka teeris tarha aaye ke pewaste gulu ho jaaye

Aaeeye haath uthaaen ham bhi

Aaeeye haath uThaaeN ham bhiham jinheN rasm-e-dua yaad nahiNham jiNheN soz-e-mohabbat ke siwaakoi but, koi Khuda yaad nahiN [rasm-e-du'A=the 'rules' of prayer, soz-e-muhabbat=passion of Love

but=idol ]

Aaiye arz guzareN ki nigaar-e-hastizahar-e-imaroz meN shirini-e-fardaaN bhar dewo jiNheN tabe garaaNbaari-e-ayyaam nahiNunaki palakoN pe shab-o-roz ko halka kar de [zahr-e-im_roz=the poison that is todaysheereeni-e-fardaaN=the sweetness of tomorrowtaab=power, ability; giraaNbaarI=weight, heaviness;ayyaam=(pl. of yaum=day) days, Lifetaab-e-giraaNbaarI-e-ayyaam=the ability to withstand the weight

(bojh) of Life]

Jin ki aaNkhoN ko ruKh-e-subha ka yaara bhi nahiNunaki raatoN meiN koi shama munawwar kar dejinake qadamoN ko kisi rah ka sahaara bhi nahiNunaki nazaroN pe koi raah ujaagar kar de[ruKh-e-subh=the face of morn, yaara = strength, munawwar = to

light ]

Jin ka deeN pairavi-e-kazbo-riya hai un kohimmat-e-kufr mile, jurat-e-tahaqiq milejinake sar muNtazir-e-teG-e-jafa haiN un kodast-e-qatil ko jhaTak dene ki taufeeq mile[pairavi=support, justification, kazb (also, kizb)=lying,deceit,riyaa=hypocrisy; kufr=defy religion; tah_qiq=inquiry] teGh=sword; jafaa=tyrrany, dast-e-qaatil=the murderous hand,

taufiq=ability]

Ishq ka sarr-e-nihaaN jaan-tapaaN hai jis se

Page 4: Faiz Ahmed Faiz

aaj iqaraar kareN aur tapish miT jaayeharf-e-haq dil meiN KhaTakata hai jo kaNTe ki tarahaaj izahaar kareN aur Khalish miT jaaye[sarr-e-nihaaN=deeply pierced arrow, tapaaN hona=(v.) to burn iqraar=accept, tapish=(n.) passion/heat. harf=letter (of

alphabet); haq=Truth Khalish=pain, fervent desire]

Mujh se pehli se mohabbat

Mujh se pahali si mohabbat, mere mahabuub, na maangmaine samajhaa thaa ke tuu hai to daraKshaaN hai hayaatteraa gham hai to gham-e-dahar kaa jhaga.Daa kyaa haiteri suurat se hai aalam meiN bahaaroN ko sabaatteri aankhoN ke sivaa duniyaa mein rakhaa kyaa haituu jo mil jaae to taqadir nigon ho jaaeyuun na thaa, main ne faqat chaahaa thaa yuuN ho jaaeaur bhi dukh hain zamaane meiN mohabbat ke sivaraahaten aur bhi hain vasl ki raahat ke sivaamujh se pehali si mohabbat, mere mahabuub, na maaNg

anaginat sadiyoN ke taarik bahimaanaa talismresham-o-atalas-o-kimkhaab se saje jismkhaak meiN lithaDe hue khooN meiN nahalaae huejism nikale hue amaraaz ke tanavvuroN sepip bahati hui galate hue naasu=uroN selaut jaati hai idhar ko bhi nazar kyaa kijeab bhi dilakash hai teraa husn, magar kya kije

aur bhi gham hain zamaane meiN mohabbat ke sivaaraahateiN aur bhi haiN vasl ki raahat ke sivaa

mujh se pahali si mohabbat, mere mahabuub, na maaNg