habib jalib ten poems

Upload: yasir234

Post on 29-May-2018

232 views

Category:

Documents


0 download

TRANSCRIPT

  • 8/9/2019 Habib Jalib Ten Poems

    1/6

    Ten Poems

    Habib Jalib

    I

    What Does Pakistan Mean?

    Bread, clothes and medicineA little house to live in

    Free education, as may right be seen

    A Muslim, I, too, have always beenWhat does Pakistan mean

    There is no God, but God, The Rab-al-

    alameenFor American alms do not bray

    Do not, the people, laugh away

    With the democratic struggle do not playHold on to freedom, do not cave in

    What does Pakistan meanThere is no God...

    Confiscate the fields from the landownersTake away the mills from the robbers

    Redeem the country from its dark hours

    Off with the lordly verminWhat does Pakistan mean

    There is no God...

    Sind, Baluchistan and FrontierThese three are to Panjab most dear

    And Bengal lends them splendour

    Anguished should not be their mienWhat does Pakistan mean

    There is no God...

    This, then, is the basic thing

    For the people, let freedoms bell ringFrom the rope, let the plunderer swing

    Truly they speak, who the truth have seen

    What does Pakistan meanThere is no God, but Allah...

    I

    Pakistan Ka Matlab Kya?

    Roti, kapda aur dawaGhar rehne ko chhota sa

    Muft mujhe talim dila

    Mein bhi Musalmaan hoon wallahPakistan ka matlab kya

    La Ilaha Illalah

    Amrika se mang na bhikMat kar logon ki tazhik

    Rok na janhoori tehrik

    Chhod na azadi ki rahPakistan ka matlab hai kya

    La Ilaha IllalahKhet waderon se le lo

    Milen luteron se le loMulk andheron se le lo

    Rahe na koi Alijah

    Pakistan ka matlab kyaLa Ilaha Illalah

    Sarhad, Sindh, Baluchistan

    Teenon hain Panjab ki jaanAur Bangal hai sab ki aan

    Aai na un ke lab par aah

    Pakistan ka matlab kyaLa Ilaha Illalah

    Baat yehi hai bunyadi

    Ghasib ki ho barbadi

    Haq kehte hain haq agahPakistan ka matlab kya

    La Ilaha Illalah

    II

    Islam Is Not In DangerEndangered are the idle rich, bursting with

    cash

    Crumbling walls about to crashAll the centuries mish-mash

    Islam is not in danger

    Why do a few clans all the land rights enjoyAnd those, who revere the Prophet, are

    II

    Khatre Mein Islam NahinKhatra hai zar daron ko

    Girti hui diwaron ko

    Sadiyon ke bimaron koKhatre mein Islam nahin

    Sari zamin ko ghere hue hain aakhir chand

    gharane kyonNaam nabi ka lene wale ulfat se begane kyon

  • 8/9/2019 Habib Jalib Ten Poems

    2/6

    bereft of joyEndangered are the beasts of prey

    Multicoloured cars which in the streets

    sashayAnd for whom the American hearts sway

    Islam is not in dangerDue to our slogans the palaces shake and

    trembleThe towering ornate shops cannot our hopes

    quell

    Endangered are the robbers of the highwayWestern traders who make hay

    Thieves and tricksters who waylay

    Islam is not in dangerHolding aloft the banner of peace, loving all

    humans, we are on the go

    Loving all the world, O Jalib, is our proudcredoEndangered are the palatial predators

    The kings and their abettors

    Nawabs and other such traitorsIslam is not in danger.

    Khatra hai khun khwaron koRang birangi karon ko

    Amrika ke pyaron ko

    Khatre mein Islam nahinAaj hamare naaron se larza hai bapa aiwanon

    meinBik na sakenge hasrat-o arman unchi saji

    dukanon meinKhatra hai bat maron ko

    Maghrib ke bazaron ko

    Choron ko makkaron koKhatre mein Islam nahin

    Amn ka parcham le kar utho har insane se

    piyar karoAprna to manshoor hai Jalib, sare jahan se

    pyar karo

    Khatra hai darbaron koShahon ke ghamkhwaron koNawabon, ghaddaron ko

    Khatre mein Islam nahin

    III

    Maulana

    Too long I have heard you preach and prate,

    Maulana

    But so far there has been no change in myfate, Maulana

    Keep to yourself your preachings of

    gratefulnessMy heart, like an arrow, they penetrate,

    Maulana

    The truth, only you know or God knowsThey say that Jimmy Carter is your pir*

    incarnate, Maulana

    The land to the landlords, the machine to the

    despoilers

    This, according to you, is Gods dictate,Maulana

    Why dont millions fight for PalestinePrayers alone cannot from chains liberate,

    Maulana

    * Sufi saint

    III

    Maulana

    Bahut mein ne suni hai aap ki taqreer Maulana

    Magar badli nahin ab tak meri taqdeer

    MaulanaKhudara Shukr ki talqeen apne pass hi rakhen

    Yeh lagti hai mere seene pe ban kar teeer

    MaulanaNahin mein bol sakta jhut is darja dhitai se

    Yehi hai jurm mera aur yehi taqsir Maulana

    Haqeeqat ka kya hai, yeh to aap jaanen yaKhuda jane

    Suna hai Jimmi Carter hai aap ka peer

    Maulana

    Zameenen hon waderon ki, mashinen hon

    luteron kiKhuda ne likh ke di hai yeh tumhen terhrir

    MaulanaKarodon kyon nahin mil kar Falastin ke liye

    ladte

    Dua hi se faqat kat-ti nahin zanjir MaulanaIV IV

  • 8/9/2019 Habib Jalib Ten Poems

    3/6

    Ghazal

    Hindustan belongs to me and Pakistan

    belongs to me

    Both of these, however, are under Americanhegemony

    American aid gave us wheat, as also theirdeceit

    Do not ask me how long weve suffered theirconceit

    And yet the bayonets are all around this

    flowering valleyHindustan belongs to me and Pakistan

    belongs to me

    Khan Bahadur, do not follow the English,from them better keep away

    Once again they are holding you by the

    collar, you are still their preyMacmillan was never thine, Kennedy cannever be

    Hindustan belongs to me and Pakistan

    belongs to meThis land in fact, my dear, belongs to

    peasants and workers

    Here will not run the writ of a few clannishmarauders

    The dawn of freedom is heralding the end of

    tyranny

    Hindustan belongs to me and Pakistanbelongs to me.

    Ghazal

    Hindustan bhi mera hai aur Pakistan bhi mera

    hai

    Lekin in donon mulkon mein Amrika dera haiAid ki gandam kha kar ham ne kitney dhokey

    khai hainPoochh na hamne Amrika ke kitne naaz uthai

    hainPhir bhi ab tak wadi-e gul ko sangeenon ne

    ghera hai

    Hindustan bhi mera hai aur Pakistan bhi merahai

    Khan Bahadur chhodna hoga ab to saath

    Angrezon kaTa bah gareban aa pahuncha hai phir se hath

    Angrezon ka

    Macmilan tera na hua to Kenedy kab tera haiHindustan bhi mera hai aur Pakistan bhi merahai

    Yeh dharti hai asal mein, pyare, mazdooron

    dahqanon kiIs dharti par chal na sakegi marzi chand

    gharanon ki

    Zulm ki rat rahegi kab tak ab nazdik savera haiHindustan bhi mera hai aur Pakistan bhi mera

    hai

    V

    The Mother

    The children were shot dead

    The mother, in fury, saidThese pieces of my heart

    Should cry and I stand apart

    Looking on from afar

    This I cannot do

    I should look on from afarAs the tyrants, night and day

    With the blood of my children Holi* playBesmirched in red

    As the children were shot dead

    The mother, in fury, saidThese pieces of my heart

    Should cry and I stand apart

    V

    Maan

    Bachchon pe chali goli

    Maan dekh ke yeh boliYeh dil ke mere tukde

    Yun royen mere hote

    Mein dur khadi dekhoon

    Yeh mujh se nahin hoga

    Mein Dur khadi dekhunAur ahl-e sitam khelen

    Khun se mere bachchon keDin-raat yahan holi

    Bachchon pe chali goli

    Maan dekh ke yeh boliYeh dil ke mere tukde

    Yun royen mere hote

  • 8/9/2019 Habib Jalib Ten Poems

    4/6

    Looking on from afarThis, I cannot do

    * Spring festival played with coloured water

    She walked came down to the groundLike lightening flashing around

    The tyrants hand trembledFull of fear the gun frowned

    Everywhere her echo did resoundI am hereby bound, I am coming for this

    round

    I am hereby bound, I am coming for thisround

    Then oppression became evil

    Panic-stricken were those who killWhen she thundered

    As our children were murdered

    She said, you vampiresGold is the be all of your desiresThis land belongs to us all

    This land, you Dunces Esquires

    Lackeys, still, to your British SiresThe sahibs beneficence

    Has not made you landlords: squires

    Desist from this tyrannyBack to your barracks, flee

    You, who rove ahead

    With a gang of plunderers you have bred

    As our children were shot dead

    Mein dur khadi dekhunYeh mujh se nahin hoga

    Meidan mein nikal aayi

    Ek barq si lehraiHar dast-e sitam kanpa

    Bandooq bhi tharraiHar simt sada gunji

    Mein aati hun, mein aayeeMein aati hun, mein aayee

    Har zulm hua batil

    Aur seham gaye qatilJab us ne zaban kholi

    Bachchon pe chali goli

    Us ne kaha khun-khwaro!Daulat ke parastaro

    Dharti hai yeh ham sab ki

    Is dharti ko naa-dano!Angrezon ke darbano!Sahab ki ata-kardah

    Jagir na tum jano

    Is zulm se baaz aaoBairak mein chale jao

    Kyon chand luteron ki

    Phirte ho liye toliBachchon pe chali goli

    VI

    The Garden Is A Bloody Mess

    This poem is about the oppression in East

    Pakistan in 1971

    Our eyes yearn for greeneryThe garden is a bloody mess

    For whom should I sing my songs of love

    The cities are all a wilderness

    The garden is a bloody mess

    The rays of the sun, they stingMoonbeams are a killing field, no less

    Deep shadows of death hover at every stepLife wears a skull and bone dress

    All around the air is on prowl

    With bows and arrows, in full harnessThe garden is a bloody mess

    The battered buds are like a sieve

    VI

    Bagiya Lahoo Luhan

    Haryali ko aankhen tarsen bagiya lahoo luhan

    Pyar ke geet sunaoon kis ko shehar hue weeran

    Bagiya lahoo luhanDasti hain suraj ki kirnen chand jalaye jaan

    Pag pag maut ke gehre saye jeewan maut

    saman

    Charon ore hawa phirti hai le kar teer Kaman

    Bagiya lahoo luhanChhalni hain kaliyon ke seeney khoon mein lat

    paatAur nahjaney kab tak hogi ashkon ki barsaat

    Dunya walon kab beeteinge dukh ke yeh din

    raatKhoon se holi khel rahe hain dharti ke balwan

    Bagiya lahoo luhan

  • 8/9/2019 Habib Jalib Ten Poems

    5/6

    The leaves drenched in blood smearsWho knows, for how long

    Well have this rain of tears

    People how long do we have to bearThese days and nights of sorrow and distress

    This oppressors blood bath is a frolicsomeplay

    For the mighty of the world, a mark of theirprowess

    The garden is a bloody mess

    VII

    God Is Ours

    Addressed to religious hucksters of any

    denomination and the system they defend translators note

    God is not yours, to Him we have accessHe does not look kindly on those whooppress

    How long, you men of pelf, will you bleed us

    whiteGet off our backs, you who in filthy lucre

    take delight

    You satans it is dust that you will soon bite

    We believe that He treats mankind withloving tenderness

    He does not look kindly on those who

    oppressLight of new wisdom we are going to see

    A fire flares up, seeing our agony

    In this new magical dawn will burst forth theblossoming tree

    He brings hopes to those who are mired in

    distressGod is not yours, to Him we have access

    He does not look kindly on those who

    oppress

    Well break the shadowy spell of fear and

    dreadOnwards we will march, chains of despair

    we will shredWell not betray the hopes of the people, our

    dear kindred

    And long we will remember this time ofduress

    He does not look kindly on those who

    VII

    Khuda Hamara Hai

    Khuda tumhara nahi hai khuda hamara hai

    Use zamin pe yeh zulm kab gawara haiLahoo piyoge kahan tak hamara dhanwano

    Badhao apni dukan seem-o zar ke deewanoNishan kahin na rahega tumhara shaitanoHamein yaqeen hai ke insaan usko pyara hai

    Khuda tumhara nahin hai khuda hamara hai

    Use zameen pe yeh zulm kab gaawara haiNai shaoor ki hai roshni nigahon mein

    Ek aag si bhi hai ab apni sard aahon mein

    Khilenge phool nazar ke sahar ki bahon mein

    Dukhe dilon ko isi aas ka sahara haiKhuda tumhara nahin hai khuda hamara hai

    Use zameen pe yeh zulm kab gawara hai

    Tilism-e sayah-e khauf-o hiras todengeQadam bandhayenge zanjeere-e yaas todenge

    Kabhi kisi ke na ham dil ki aas todenge

    Rahega yaad jo ehd-e sitam guzara haiUse zamin pe yeh zulm kab gawara hai

  • 8/9/2019 Habib Jalib Ten Poems

    6/6

    oppressVIII

    To Rakhshinda Zoya

    13 April 1981, during a jail visit

    She cannot say it, but thenMy little one manages to say

    Father, come homeFather, come home

    She cannot comprehend

    Why, in prison, I continue to stayAnd not return with her, hand in hand

    How should I explain to her

    That home, too, is like a prison

    Kot Lakhpat Jail

    VIII

    Rakhshinda Zoya Se

    Keh nahin sakti par kehti hai

    Mujh se meri nanhi bachchiAbbu ghar chal

    Abbu ghar chalUs ki samajh mein kuchh nahin aata

    Kyon zindan mein reh jaata hun

    Kyon nahin saath mein uske chaltaKaise nanhi samjhaoon

    Ghar bhi to zindan ki tarah hai

    IX

    On Iqbal Centenary

    When we arise to wake the poor, the have

    nots

    A beeline to the police station they make,

    these wealthy sotsThey say that God this wealth to them allots

    Oh these trite excuses, oh these dusty plots

    Night and day the working mens blood theysuck, o poet of the East

    These congenital liars, with the vileness of a

    beast

    IXYaum-E Iqbal Par

    Log uthte hain jab tere ghareebon ko jagane

    Sab shehar ke zardar pahunch jaate hain thane

    Kehte hain yeh daulat hamein bakhshi hai

    khuda neFarsudah bahane wahi afsaane purane

    Ai shair-e mashriq! Yehi jhute yehi bad zaat

    Peete hain laoo banda-e mazdoor ka din raat

    X

    The Government of Jack Boots

    If the dacoit had not hadThe village guard as his ally

    Our feet would not be in chains

    Our victory would not defeat implyMourn with turbans round your necks

    Crawling on your bellies, comply

    Once the jack boot government is up

    Its hard, to make it bid good-bye

    X

    Bootan Di Sarkar

    (Panjabi)Dakuan da je saath na dinda pind da pehredar

    Aj paireen zanjeer na hund jit na hundi har

    Paggan apne gal wich pa lo turo pet de bharChadh jaye te mushkil lehndi bootan di sarkar