how to stop an anxiety attack - janiye isse bachne ke upaye

8
Janiye Kuch Simple Steps mai How to Stop an Anxiety Attack HRELATE.COM

Upload: cshradhha

Post on 13-Aug-2015

89 views

Category:

Health & Medicine


2 download

TRANSCRIPT

Page 1: How to Stop an Anxiety Attack - Janiye Isse Bachne Ke Upaye

 

Janiye Kuch Simple Steps mai How to Stop an Anxiety Attack

HRELATE.COM

Page 2: How to Stop an Anxiety Attack - Janiye Isse Bachne Ke Upaye

hrelate.com

How to Stop an Anxiety Attack

• Kya aap bhi bahut sensitive hai. Jiske chalte aapke man mai kai chinta aati rahti hai aur kabhi bhi isthiti itni bhayanak ho jati hai ki, aapka khud par control nahi rahta hai. hai. Jiske karan aap Anxiety Attack ka shikar ho jate. To aaiye aaj iss article mai hum aapko batate hai, How to Stop an Anxiety Attack.

Page 3: How to Stop an Anxiety Attack - Janiye Isse Bachne Ke Upaye

hrelate.com

Anjane Dar ko Chhod de

How to Stop an Anxiety Attack ki baat kare to sabse pahle tarika hai ki, apne befaltu ke dar ko khatam kare. Bola jata hai ki, anjana dar jivan ka khel bigaad deta hai. Iss dar ki neev bachpan mai hi rakhi jati hai. Bachpan ki ghatnao, vatavarn, pristhitii ya apekshao mai kami aage chalkar dar mai badal jati hai.

Page 4: How to Stop an Anxiety Attack - Janiye Isse Bachne Ke Upaye

hrelate.com

Bahar Jaye

Aapko yeh salah di jatihai ki aap apne denik karyo se kuch samay nikal kar apne charo aur ki negative baato denkhe. Yeh isliye kyoki negative cheezo se dur karne me sahayak hota hai. Ise andekha na kare. Thoda bhar ghumne firne jaye.

Page 5: How to Stop an Anxiety Attack - Janiye Isse Bachne Ke Upaye

hrelate.com

Cheeze ho Skati Hai

Positive rahna jivan ka ek accha tarika hai, lekin aapko aane vale negative situation ke liye bhi taiyar rahna chahiye. Iska arth yeh nahi hai ki, aap hameha chintao se ghire rahe. Halat ko is prakaar swikaare ki yeh ek galat nirnaye ka prinaam hai.

Page 6: How to Stop an Anxiety Attack - Janiye Isse Bachne Ke Upaye

hrelate.com

Likhe

Chinta se niptne ke liye ka pramukh karan hai yeh hai ki, aap diary banaiye. Aapko salah di jati hai ki aap chinta ke samay inn chinta ke karno ko apni kisi diary mai likhe aur yeh dekha gaya hai ki, yeh karte samay log iski mukhye karan ko yaad rakhe, Jisse vyakti ko badhte huye tanav se rahta milti hai.

Page 7: How to Stop an Anxiety Attack - Janiye Isse Bachne Ke Upaye

hrelate.com

Accha Khaye

Niyam se nashta mai poshak tatavo ka sevan karna chhaiye. Dinke beech mai thoda-thoda khate rehe. Isse rakt mai glucose ki matra isthir rahti hai aur aapka mood bhi accha rahta hai.

Page 8: How to Stop an Anxiety Attack - Janiye Isse Bachne Ke Upaye

hrelate.com

Neend Puri Le

• Kam se kam 8 se 9 ghante ki neend le. Kam sone ke karan anxiety attacks ho sakta hai. Isliye dhyan rahe ki, aap hamesha apne sone ke samay ka dhyan jarur rakhe.