janiye stress and weight gain aur rakhiye apne aap ko fit

8
HRELATE.COM

Upload: cshradhha

Post on 14-Aug-2015

12 views

Category:

Healthcare


0 download

TRANSCRIPT

Page 1: Janiye Stress And Weight Gain Aur Rakhiye Apne Aap Ko Fit

 

Stress and Weight Gain: Tanav ke Karan Badhta hai Motapa

HRELATE.COM

Page 2: Janiye Stress And Weight Gain Aur Rakhiye Apne Aap Ko Fit

hrelate.com

Stress and Weight Gain Tanav jo ki har kisi ko ho sakta hai. Lekin kya aap

jante hai ki, aapke iss tension ke karan aapka motapa bhi badhta hai? Shayad nahi, to chaliye aaj iss article mai hum aapko batate hai Stress And Weight Gain.

Page 3: Janiye Stress And Weight Gain Aur Rakhiye Apne Aap Ko Fit

hrelate.com

High Calorie Le Lena

Weight Gain Due to Stress ke douran aapko dhyan nahi rahta hai aur aap high calorie ko cheese bhi khane lagte hai. Lekin aap workout karte nahi karte hai, Jisse uski khapat nahi ho pati hai.

Page 4: Janiye Stress And Weight Gain Aur Rakhiye Apne Aap Ko Fit

hrelate.com

Khana na Khana

Tanav ke douran dimag itna uljhan mai rahta hai ki kai baar bhojan ko sahi samay par karna bhul jata ehai. Isse body ki metabolism prakriya mai badha pahuchati hai. Vese na khane se kabhi bhi motapa kam nahi hota hai.

Page 5: Janiye Stress And Weight Gain Aur Rakhiye Apne Aap Ko Fit

hrelate.com

Har Samay Kuch Chabate Rahna

Tanav ke douran vyakti har samay kuch munching karta hai. Isse use kuch rahat lagti hai. Lekin iss chakkar mai vah kitni calorie le leleta hai. Iska andaja bhi use nahi rahta hai. Isi karan, vahajn badh jata hai.

Page 6: Janiye Stress And Weight Gain Aur Rakhiye Apne Aap Ko Fit

hrelate.com

Neend na Aana

Tanav ke douran neend bahut kam aati hai. Isse biometric cycle chakra thoda disturb ho jata hai aur neend nahi aa pati hai. Aise mai vyakti kuch na khuch khata hai aur uske pachan ki prakriya sucharu roop se nahi ho pati hai, fir kya vajan badh jata hai. Stress and Weight Gain mai neend na aana ek babut mukhaye karan hai.

Page 7: Janiye Stress And Weight Gain Aur Rakhiye Apne Aap Ko Fit

hrelate.com

Caffeine, Cigarette aur Sharab

Tanav ke douran kisi ko bhi yeh teeno cheezo hi apni dost lagti hai. Lekin inke sevan se sharir mai cortical ka istar badha jata hai aur body ka fats burn nahi ho pata hai, jitna ki ek din mai hona chahiye.

Page 8: Janiye Stress And Weight Gain Aur Rakhiye Apne Aap Ko Fit

hrelate.com

Tanav Hormone ka Nikalna

Tanav ke douran Adrenal Gland ek hormone ko istravit karti hai. Jisee cortisol kahte hai. Iss hormone mai aise gun hota hai ki tanav ki trivta aur badha jati hai. Iss hormone ke karan fats ke istar mai bhi badhotari hoti hai.