lyrics.docx

12
Lyrics 1.sarela makan se talab Aye Khatam e Rusul, Kaba e Maqsood tu hee Dar surat e har chay hast maujood tuhi. Aayat e kamal e haq ayan nastbato Azaat kay darpardah nihaan bood tuhi. Suhani raat thi, x2 Aur pur’sukoon zamana tha, Asar mein dooba hua jazb e aashiqana tha Unhein to arsh main mehboob ko bulana tha, hawas thi deed key mairaj ka bahana tha. Sarela makan se talab hui, Sue e muntaha woh chale Nabi. Yeh kamal e husn ka mojza, Ke firaaq o haq bhi na seh saka. Sir e la makan se talab huwi Sue e muntaha woh chalay Nabi. Shab e Mairaj liya arsh e bareen per bulwaye Sadma e hijr Khuda say bhi gawara na huwa. Sir e la’makaan se talab howi Su e muntaha wo chalay Nabi. Koi had hai unkay urooj key, balaghal ula be kamalehi Sir e la’makaan se talab huyee, koi had hai unke urooj ki. Khair ul Wara, Sadr ud Duqa, Najm ul Huda, Noor ul Ula Shams ud Duha, Badr ud Duja, Ya’ani Mohammad Mustafa.

Upload: companyk

Post on 15-Nov-2015

121 views

Category:

Documents


9 download

TRANSCRIPT

Lyrics1.sarela makan se talabAye Khatam e Rusul, Kaba e Maqsood tu heeDar surat e har chay hast maujood tuhi.Aayat e kamal e haq ayan nastbatoAzaat kay darpardah nihaan bood tuhi.Suhani raat thi, x2Aur pursukoon zamana tha,Asar mein dooba hua jazb e aashiqana thaUnhein to arsh main mehboob ko bulana tha,hawas thi deed key mairaj ka bahana tha.Sarela makan se talab hui,Sue e muntaha woh chale Nabi. Yeh kamal e husn ka mojza,Ke firaaq o haq bhi na seh saka.Sir e la makan se talab huwiSue e muntaha woh chalay Nabi.Shab e Mairaj liya arsh e bareen per bulwayeSadma e hijr Khuda say bhi gawara na huwa.Sir e lamakaan se talab howiSu e muntaha wo chalay Nabi.Koi had hai unkay urooj key, balaghal ula be kamalehiSir e lamakaan se talab huyee, koi had hai unke urooj ki.Khair ul Wara, Sadr ud Duqa, Najm ul Huda, Noor ul UlaShams ud Duha, Badr ud Duja, Yaani Mohammad Mustafa.Koye had hei unkay uroj key x4Khair ul vara, sader ud Duka, Najm ul Huda, Noor ul UlaShams ud Duha, Bader ud Duja, Yani Muhammad mustufa.Aaqa rawa salare deen, Ya Rehmat Al Lil Aala MeenAa muqtuda e mursaleen, aa peshwa e ambiyaJannat nishan e qoouet to, wash shams eeman ro e toWallail wasf e loe to, khubi ye ruyat badduhaIs mein to is mein aazmi, jis main to jaan e alamiZaat e to fakhr e aadmi, shaan e to shaan e kibriya.Koi had hai unke urooj ki x4Jo gaya hai farsh say arsh tak, woh burak to lay gaya bedharakTabaqay zameen waraq e falaq, gaye neeche paaon say pursarakLatein zulf key jo gayi latak, to jahan sara gaya mehakHoye must bulbulay is qadar, to yeh ghunche bole chatak chatak.Koi had hai unke urooj ki x4Gaye ghar say charh kay burraq perShab e wasl rukh say howi saharYeh safar tha khoob se khoobtarYeh he tha her ik ki zaban per.koi had hai unke urooj ki x4koi had hai unke urooj ki, balaghal ula be kamalehiYeh hi ibtida yeh hee intiha, yeh farogh jalwa e haq numaKe jahaan sara chamak utha, kasha fad duja bejamalehiRukh e mustafa ki yeh roshni, yeh tajallion ki hama hamike her ik cheez chamak uthi, Kashafad dujaa bijamaalihiKay har eik cheiz chamak uthi x4Kasha fad dujaa bijamaalihiNa falak, na chand tare, na saher, na raat hotiNa tera jamal hota, na yeh kainaat hoti.Ke her ik cheez chamak uthi x3Kasha fad dujaa bijamaalihiWoh sarapa rehmat e kibriya, ke her ik pay jis ka karam howa. Aaa (Sufi Chants)Yeh Quran e paak hai barmala, hasonat jamiyo khisalehiYeh kamal e haq e muhammadi, key her ik pe chashm e karam rahiSir e hashar nara e ummati, Hasunat jamiu khisaalihi.Wohi haqnigar wohi haqnuma, rukh e mustafa hai wo aainaKe Khuda e Paak nay khud kaha, Sallu aleyhi wa aalihiMera deen ambar e warsi, baKhuda hai ishq e mohammadi. Aaa (Sufi Chants)Mera zikr o fikr hai bus yehi, sallu aleyhi wa aalihi.sallu alaihi wa alihi x4Che kunam bayane kamaleo, balaghal ula be kamalehiChe farogh karda jamaleho, Kasha fad dujaa bijamaalihimun hairatamza khisaleho, Hasunat jamiu khisaalihidil o jaan e maba khayaleho, Sallu aleyhi wa aalihi.sallu alaihi wa alihi x4Aie mazhar e noor e Khuda, balaghal ula be kamalehiMaula Ali mushkil kusha, Kasha faduja bijamaalihiHasnain jaan e fatima, Hasunat jamiu khisaalihiYani Mohammad Mustafa, Sallu aleyhi wa aalihisallu alaihi wa alihi x4Qawwali InformationKalam: Hakim Mirza MadaniRecited By: Sabri Brothers ( Ghulam Farid Sabri and Maqbool Ahmed Sabri )Album: The Greatest HitsOfficial Length of Audio/Video: 17:42Shaikh Musleh-Ud-Din Saadi Shirazi (D. 1292), a persian Naat Khwaan of the rank of Hafiz Shirazi, Maulana Rumi, and Shaer Al-Mutanaby, composed the following Naat. As the Naat depicted the attributes of the Holy Prophet Muhammad (SAW), the Shaikh was therefore endowed with the honour of his vision, who showed his appreciation by commanding him to continue the recitation of the Naat that was composed for him.

2.kaaba ke badruddujaKaabe ke Badru duja tumpe karoron Durood Taiba ke Shamsud Duha tumpe karoron Durood

Shaafae Roza Jazaa tumpe karoron DuroodDaafae jumla balaa tumpe karoron Durood

Dil karo thanda mera woh kaffe paa chaand saSeene pe rakhdo zaraa tumpe karoron Durood

Aur koyee Ghayb kya tum se Nihaan ho bhalaaJab na Khudaa hi Chupaa tumpe karoron Durood

Wo Shabbe Meraj raaj woh safe Mehshar ka TaajKoyee bhi aisa howa tumpse karoron Durood

Kar ke tumhare Gunaah mange tumhee se PanaahTum kaho Daaman me aa tumpe karoron Durood

Tum ho Haafiz-o-Mughees kya he woh Dushman KhabeesTum ho to phir khauf kya tumpe karoron Durood

Ek taraf Adaae Deen ek taraf he HaasideenBanda he tanha Shaha tumpe karoron Durood

Hum ne khataa me na ki tum ne ataa me kiKoyi kami sarwaraa tumpe karoron Durood

Aankh ataa kijiye us me ziya dijiyeJalwa qareeb aa gaya tumpe karoron Durood

Kaam wo le lijiye tum ko jo Raazi karehTheek ho naame Raza tumpe karoron Durood

Zoeb :

Jaga Jee Laganay Ki Dunya Nahin Hai LyricsUrdu Lyrics, Urdu Roman Lyrics, and English TranslationVerse 1:Anokhi waza hai sare zamane se nirale hain, Yeh aashiq kaunsi basti ke Ya Rab (SWT) Rehne Wale Hain. Strange is the nutrition, (they are) apart from the whole world These lovers, O Lord, to which town do they belongVerse 2:Jahan mein hain ibrat kay har so namunay,Maghar tujh ko undha kiya rang-o-buu nay,Kabhi ghor say bhi yeh dekha hai tunay?Jo aabad thay woh mahal abb hain sunay. Many examples are there of taking heed in the worldBut the sight and sound has made you blind..Have you ever pondered on this aspect?The castles which were once liven in are now desertedVerse 3:Jaga Jee Lagaanay Ki Dunya Nahi Hai, Yeh ibrat ki jah hai tamasha nahi hai. World is not a place of heartly affiliations This is a place of heed, it is not a jestVerse 4:Mile khaak main ahl-e-shaan kaise kaise, Makeen ho gaye la makaan kesay kesay, Hue name-war pe nishaan kaise kaise, Zamin khagayi nojwaan kaisay kaisay. Many people of status have now mixed with earthMany with homes are now homelessMany people of big name have become namelessMany types of people have been engulfed by earthVerse 5:Ajal nay na kisra hi choda na dara, Issi say Sikander safate behara(pe hara), Har ek leke kya kya na hasrat sidhara, Pada rehgaya sab yunhi thaat sara. Time did not leave Kisraa to be!To this same time Alexander got defeatedEvery one left behind their wishes and leftAll that will be left here (in this world)Verse 6:Tujhay pehlay bachpan mein barsoon khilaya, Jawani nay phir tujhko majnu banaya, Burhapay nay phir aakay kia kia sitaya, Ajal tera kerday gi bilkul sifaya. First it made you play in the childhoodIn the youth it made you a loverOld age then troubled you so muchTime will clear you completelyVerse 7:Yehi tujhko dhun hai rahoon sab say bala, Ho zeenat nirali ho fashion nirala, Jiya karta hai kia yoonhi mernay wala? Tujay husnay zahir nay dhokay main dala. You are over concerned that you stay above allThat you have definitive beauty and a definitive fashionIs this the way anyone lives who (knows) he will die?You got deceived with the apparent beautyVerse 8:Woh hau aish-o-eishrat ka koi mahal bhi? Jahan taak mein har ghari ho ajal bhi, Bus ab apnay is jehal say tu nikal bhi, Yeh tarzay maeshat ab apna badal bhi. Is that castle of lofty life even a castleWhen there is Time standing next to itEnough now! Come out of this ignoranceAnd change this way of earning of yoursVerse 9:Yeh duniya-e-fani hai mehboob tujhko, Hui wah kya cheez marghub tujhkom, Nahin aqal itni bhi majzoob tujhko, Samajh lena ab chahiye khoob tujhko. This finite world is beloved to youIts amazing what (thing) has become your (means of) pleasureDo you, O drowned one (in its endeavors) not have intelligence?You should have understood it by now!Verse 10:Burr`hapay say paa kar payam-e-qaza bhi, Na chaunka na cheeta na samnbhla zara bhi, Koi teri ghaflat ki hai inteha bhi, Junoon chor kar apnay hoshon main aa bhi. In the old age, even after realizing your destinyYou didnt jolted, neither corrected your waysIs there a limit to your ignorance..?Leave this obsession and become aware!Verse 11:Jab is bazm say chal diye dost aksar, Aur uthtay chalay ja rahay hain baraabar, Har waqt paish-e-nazar hai yeh manzar, Yahan par tera dil behelta hai kionkar. When all the friends have departed from this worldAnd continuously they are leaving still,The view is in front of you as always..Then (knowing all that) why does your heart is satisfied with it?Verse 12:Jahan main kahin shor-e-maatam bapa hai, Kahin fikr-o-faqah say aah-o-baqa hai, Kahin shikwa`jor-o-makr-o-dawa hai, Gharz har taraf say yehi bas sada hai. There are screams and cries all around the worldSome cry out of destituteness and some of hungerSome complain of deceipt and fraudFrom all corners, thus is all the callingVerse 13:Jaga Ji Lagaanay Ki Dunya Nahi Hai, Yeh ibrat ki jah hai tamasha nahi hai. World is not a place of heartly affiliations This is a place of heed, it is not a jest