molasses benefits: janiye gud se hame hone wale fayde

9
HRELATE.COM

Upload: cshradhha

Post on 07-Aug-2015

82 views

Category:

Healthcare


0 download

TRANSCRIPT

Page 1: Molasses Benefits: Janiye Gud Se Hame Hone Wale Fayde

 

Molasses Benefits , Gud ke Bemisaal Fayde Aapke Swasth Ke Liye

HRELATE.COM

Page 2: Molasses Benefits: Janiye Gud Se Hame Hone Wale Fayde

hrelate.com

Exercise Benefits• Aapke yadi sehat banye rakhni hai aur meetha

khane ka shouk hai. To aise mai aap gudh ka sevan kijiye. Bahut si research ke baad expert iss natije par pahuche ki, ahr vyakti ko rozana gud ka sevan karna chahiye, jo unke swsath ke liye bahut laabhkari hota hai.

• Lekin bahut se log iske faydo ke baare mai nahi jante hai. To chaliye aaj iss article mai hum aapko batate hai, Molasses Benefits.

Page 3: Molasses Benefits: Janiye Gud Se Hame Hone Wale Fayde

hrelate.com

Acidity mai Sahayak

Molasses Benefits ki baat kare to iska sabse badha fayda hai ki, isse pet sambhandhit samasya khatam ho jati hai.Agar aap gas ya acidity se pareshan hai ti khane ke baad thodasa gud jarur khaye aisa karne se ye dono samasya nahi hoti hai. Gud, sendha namak, kala namak milakar chatne se khatti dakkar bhi band ho jati hai.

Page 4: Molasses Benefits: Janiye Gud Se Hame Hone Wale Fayde

hrelate.com

Memory Sharp Kare

Gudh ka halva khane se memory sharp hoti hai. Sharir se jahrile padarth bahar nikal jate hai. tatha sardiyo mai yeh sharir ke tapman ko niyamit rakhta hai. Ise khane se yaadash kamjor nahi hoti hai. Isliye aap apni yaadash ko durusst rakhna chahte hai to iska niyamit sevan kijiye.

Page 5: Molasses Benefits: Janiye Gud Se Hame Hone Wale Fayde

hrelate.com

Thakan Mitane Ke Liye

Thakan mitane ke liye gudh ka sevan bahut hi faydemand hota hai. Iske liye aap rozana gudh ka sevan kijiye. Jisse aapko bahut faydemnad hota hai. Agar aap par kaam ka bahut pressure hota hai. Jiske karan aap pareshan rahte hai, to isko jarur khaiye.

Page 6: Molasses Benefits: Janiye Gud Se Hame Hone Wale Fayde

hrelate.com

Kan Dard ki Samasya Dur Kare

Thand mai kai logo ko kan ka dard rahta hai. Jiske karan vo bahut pareshan rahte hai. Aise mai aap gudh aur ghee ko milakar apne kan mai daliye jisse aapko bahut fayda milega.

Page 7: Molasses Benefits: Janiye Gud Se Hame Hone Wale Fayde

hrelate.com

Jukham Bhagaye

Agra aap jukham hone se pareshan hai ya aapko baar- baar jukham hota hai. To aise mai aap rozana gudh ka sevan kijiye. Jisse aapki yeh jukham ki samasya hamesha ke liye dur ho jayegi. Saath hi aapko bubaar bhi nahi hogi.

Page 8: Molasses Benefits: Janiye Gud Se Hame Hone Wale Fayde

hrelate.com

Bhook Badhaye

Agar aapko bhook nahi lagti hai. Ya bhook lagane par bhi khana nahi bhata hai. To aise mai gudh ka sevan kijiye. Iske liye aap din mai kam se kam teen baar gudh jarur khaiye. Jisse aap thhek tarike se khana kha payenge aur aapka swasth bhi accha rahega. To hum bol sakte hai ki, yeh ek accha Molasses Benefits hai.

Page 9: Molasses Benefits: Janiye Gud Se Hame Hone Wale Fayde

hrelate.com

Asthma se Bachaye

Aapko asthma se bachne ke liye gudh ka sevan bahut faydemand hota hai. Agar aapko asthma ki paresahni bahut lambe samay se hai. Tab bhi iska sevan bahut laabh hota hai.