stress symptoms

10
Kya Aap Tanav Grasit Hai, To Pahchaniye Iske Lakshano ko HRELATE.COM

Upload: cshradhha

Post on 07-Aug-2015

19 views

Category:

Documents


4 download

TRANSCRIPT

Page 1: Stress symptoms

 

Kya Aap Tanav Grasit Hai, To Pahchaniye Iske Lakshano ko

HRELATE.COM

Page 2: Stress symptoms

hrelate.com

Exercise Benefits Tension matlab tanav jo har vyakti ki jindi ko

ghere huye hai. Saath hi jiske chalte insaan kai bimariyo se bhi grasit ho jata hai. Lekin dekha gaya hai ki, bahut si baar log tanav mai hote par, unhe ptaa hi nahi hota hai ki unhe kya ho raha hai.

To chaliye aaj iss article mai hum aapo batate hai, Stress Symptoms. Jisse aap tanav ke lakshano ko pahchan kar jaldi iss paresahni hamesha ke liye bach kar swasth rah sakte hai.

Page 3: Stress symptoms

hrelate.com

Vajan Badhna

Stress Symptoms ki baat kare to iska vajan badhna iska sabse badha lakshan hai. Ha, agar pichle kai dino se aapka vajan badh raha hai, jabki aap kuch bhi extra diet nahi leti hai. Tanav ka ucch istar hone par body mai aisa hormone nikalte hai, jinse sharir fhul jata hai aur vajna badhne lagte hai. Aise mai aapko lagega ki aapka vajan badh gaya hai. Lekin vastav mai aap stress mai hai, kyoki aapki body ko jitni matra mai calorie kharch karni chaiye, utni matra mai vah calorie kharch nahi kar pata hai.

Page 4: Stress symptoms

hrelate.com

Maspeshiyo mai Khichav

Tanav ke douran aise hormone nikalte hai hai ki jisse na sirf blood pressure badhta hai. balki heart rate bhi badh jati hai. Aur manspeshiyo mai khichav aa jati hai. Logo ko lagta hai ki shayad vah sahi tarike se soye nahi the, Iss vajah se maspeshiyo mai dard ho raha hai, lekin tanav ke karan aisa hota hai. Tanav ki vajah se kamar mai bhi dard hota hai.

Page 5: Stress symptoms

hrelate.com

Page 6: Stress symptoms

hrelate.com

Baalo ka Jhadna

Jyada tanav hone se hormone bhi jyada istravit hota hai. Iss hormone ke chalte baal bahut jhad jate hai. Agar pichle teen-char mahine se aapke baal bahut jyada jhad rahe iska matlab hai ki aap tanav mai hai.

Page 7: Stress symptoms

hrelate.com

Bhul Jana

Agar aap pichale kuch dino se ya lambe samay se baato ko sahi tarike se yaad nahi kar pate hai, to aap nisandeh hi tanav mai hai. Tanav ke douran aise hormone nikalte hai, jo aapke dimag ki kshamta par negative prabhav dalta hai aur cheezo ko yaad nahi rakh pate hai. Tanav ke douran sharir mai cortical namak hormone niklta hai, jo short term memory lose kar deta hai. Aur jisse chhoti chhoti baato ko yaad rakh pana mushkil hota hai. To hum bol sakte hai ki, short term memory loss hona ek bahut Stress Symptoms mai se ek hai.

Page 8: Stress symptoms

hrelate.com

Period Sahi Samay Pae na Aana

• Mahilao mai period mai aniymita yeh baat darshati hai ki vah mansik roop se paresahn hai aur tanav mai hai. Tanav ki vajah se pituitary gland jo ki hormone ko control karti hai, usme changes aa jate hai, jisse ovulation ki prakriya bandhit hoti hai aur mahilaye ki prajann kshamta par asar pdta hai.

Page 9: Stress symptoms

hrelate.com

Palako ka Girna

Aankhon mai jalan aur palako ka girna, yeh baat darshata hai ki aap tanav mai hai. Kai bar palako bhi fhadkne lagti hai. Jo sharir mai stress level jyada hone ke karan hota hai. Agar man shant hoga to aankhon ko bhi aarm milta hai aur palke fhadkti nahi hai.

Page 10: Stress symptoms

hrelate.com

Dane Nikalna

• Stress level ucch hone par chehre par dne nikalne lagte hai. Kyoki twacha mai achanak se androgens ka level badh jata hai. Iske alawa, jab aap tanav mai hote hai, to body ki healing power bhi kam ho jata hai.