the reality of taqwa - yusuf e zehrayusufezehra.com/files/book/262.doc · web viewye mazlis e...

48
Yusuf e zehra vol 14 ashaar 53 54 Yusuf e zehra vol 14 ashaar Yusuf e Zehra Imam Mahdi (a.s.) Vol. 14 Ashaar, qasida Published by www.yusufezehra.com Dua :Hadiyo yusufezehra vol 1 to 14 available on

Upload: vukhanh

Post on 15-Mar-2018

284 views

Category:

Documents


9 download

TRANSCRIPT

Page 1: The Reality of Taqwa - Yusuf e Zehrayusufezehra.com/files/Book/262.doc · Web viewye mazlis e hussain me nikle hue anson firdous ke bagon me saja deti hai zahra shahzadi zamin par

Yusuf e zehra vol 14 ashaar 53 54 Yusuf e zehra vol 14 ashaar

Yusuf e ZehraImam Mahdi (a.s.)

Vol. 14Ashaar, qasida

Published bywww.yusufezehra.com

Dua :Hadiyo

yusufezehra vol 1 to 14 available on www.yusufezehra.com

www.hadilibrary.org

contact Email id : [email protected]

This kitab is only for shia

Page 2: The Reality of Taqwa - Yusuf e Zehrayusufezehra.com/files/Book/262.doc · Web viewye mazlis e hussain me nikle hue anson firdous ke bagon me saja deti hai zahra shahzadi zamin par

Yusuf e zehra vol 14 ashaar 53 54 Yusuf e zehra vol 14 ashaar

1. Khatun e jannat j. Zahra sa ki shaan me

"QuraaN Ke WarisoN Ki Ye PehchaN

Ban GaE,

Nikli Jo BaaT Moo Se To QuraaN Ban GaE,

Hukm e Khuda Se ChooMaY QadaM Syeda

K JAb,

BanjaR ZameeN AraB Ki GulistaN Ban GaE,

ChashaM e FalaK GawaH Hai WaQt e

Mubahila,

Zehra Lab e Rasool Ki MuskaN BaN GaE,

Farsh e GhaM e HussaiN Ki TaseeR

Dekhiye,

Zehra GhareeB KhanaY Ki MehmaaN Ban

GaE".

***********

MAi Mushkil MAi

PanjetaN Ki Panah Leta Hun,

Mehfil Mai Zikar e Ali Se SAja Leta Hun,

Duniya Ki Guftagu Se

JAb Dil Bezaar Ho Jata HAi,

Hussain Ka Zikar KAr k

Syeda s.a Se Dua Leta Hun"

*********

"Wajah Baqa e Nasal e NabowaT Hain

Fatima,,

Sab Se AzeeM Jo Hai Wo NAimaT HAin

Fatima,,

Ay Na'Shanas Soorah e KausaR Ko Padh k

Dekh,,

Allah k Rasool Ki Izzat Hain Fatima".

2.Khatun e jannat j. Zahra sa ki shaan meLikh Qalam Se Naam ZEHRA(s.a) Ka

Jaisay Tu Hai Ghulam ZEHRA(s.a) Ka

Jis Kay Ghar Main Hai MAJLIS _E_

SHABBIR(a.s)

Page 3: The Reality of Taqwa - Yusuf e Zehrayusufezehra.com/files/Book/262.doc · Web viewye mazlis e hussain me nikle hue anson firdous ke bagon me saja deti hai zahra shahzadi zamin par

Yusuf e zehra vol 14 ashaar 53 54 Yusuf e zehra vol 14 ashaar

Us Ko Pohanchay Salam ZEHRA(s.a) Ka

Mushkiley Pal Main Taal Daita Hai

ISM_E_AAZAM Hai Naam ZEHRA(s.a) Ka

Kar Rahay Hain RASOOL(S.A.W) Bhi

Tazeem

Ab To Samjho Maqaam ZEHRA(s.a) Ka...

*********

"Baagh-e-Fidak bhi chheen liya aur

mukar gayae..

Mimbar Ali ka chheen liya aur mukar gayae..

Maula Hasan ko zehar diya aur mukar

gayae..

Zainab k ghar ko loot liya aur mukar gayae..

Rotay hain hum is liyae shor-o-shain say..

kal ko na mukar jayen ye qatl-e-Hussain

say...”

****************

Kya chadar-e-BIBI ki fazeelat koi likhey

Bus ayat-e-tat'heer ka ailan bohat hai.

Mehshar mein humein door se pehchanein gi

BIBI

Matam ke nishan hain yehi pehchan bohat

hai

Mehroom-e- shifa'at humein rahney nahi dein

gay

BIBI terey bachon pe humein maan bohat hai

Aaney ko hai BIBI ka pisar Mahdi-e-

aakhir(a.s)

Halaat batatey hain ke imkan bohat hai

Islam hai ehsan musalmano pe lekin

Islam pe BIBI tera Ehsan bohat hai..

**********

ZEHRA(S.A) Teri Jageer hai Jannat bhi

Fidak bhi

Ye Jabal ye Azal Ye Pani ye Falak bhi

Shohar ki taraf se hain Ghulami may Malak

bhi

BIBI(S.A) Tere Haq Mehar may Shamil hai

Namak bhi

Page 4: The Reality of Taqwa - Yusuf e Zehrayusufezehra.com/files/Book/262.doc · Web viewye mazlis e hussain me nikle hue anson firdous ke bagon me saja deti hai zahra shahzadi zamin par

Yusuf e zehra vol 14 ashaar 53 54 Yusuf e zehra vol 14 ashaar

Bus Teri Zameeno per Basi Jati hai Dunya

Sadiyon se Faqat Tera Namak khati hai

Dunya...

Bhar bhar k jame ulfate HAIDER(a.s)

piya karo,

Mushkil pade to naam ALI(a.s) ka liya karo,

Gar chahte ho khuld mein uncha milay

makaam,

ZAHRA(a.s) k dushmano pe tabarra kiya

karo

**************

3. Main Teri Shaan Na Likhon To Bhala Kya Likhon.

Main Teri Shaan Na Likhkhu To Bhala

Kya Likhkhu..

Kule Eman Na Likhkhu To Bhala Kya Likhkhu

Dar Jalaney K Liye Aaye Jo Tera Bibi..

Unko Haiwan Na Likhkhu To Bhala Kya

Likhkhu

Haq Tera Dene Se Inkar Kiya Jis Ne Bhi..

Unko Shaitan Na Likhkhu To Bhala Kya

Likhkhu...

Jo Rulaega Inhain Usnay Rulaya Hai Mujhe..

Main Ye Farman Na Likhkhu To Bhala Kya

Likhkhu..

Binte Zahra Tere Khutbo Ne Bachaya Islam..

Teray Ehsan Na Likhkhu To Bhala Kya

Likhkhu..

4..Maula Ali as ki shaan me..

A to Z tak MOLA ALI A.S k fazail. . . .

A= ABU TURAB HAI ALI. . .

B= BAB_E_ILM HAI ALI. . .

C= CHAHAT_E_RASOOL HAI ALI. . .

D= DEEN_E_HAQ HAI ALI. . .

E= ELM KA DARWAZA HAI ALI. . .

F= FAKHAR_E_KHUDA HAI ALI. . .

G= GUL_E_CHAMAN HAI ALI. . .

Page 5: The Reality of Taqwa - Yusuf e Zehrayusufezehra.com/files/Book/262.doc · Web viewye mazlis e hussain me nikle hue anson firdous ke bagon me saja deti hai zahra shahzadi zamin par

Yusuf e zehra vol 14 ashaar 53 54 Yusuf e zehra vol 14 ashaar

H= HAIDER_E_KARAR HAI ALI. . .

I= ISLAM KI BAQA HAI ALI. . .

J= JAM_E_KOUSAR HAI ALI. . .

K= KABAY KI PEHCHAN HAI ALI. . .

L= LEHJA_E_KHUDA HAI ALI. . .

M= MOO_E_BATOOL HAI ALI. . .

N= NIDA_E_HAQ HAI ALI. . .

P= PARWAZ_E_ISLAM HAI ALI. . .

Q= QURAN KI JAN HAI ALI. . .

R= RAAH_E_NIJAT HAI ALI. . .

S= SARWAR KA DAMAAD HAI ALI. . .

T= TILKA_E_RASOOL HAI ALI. . .

U= UNN WALI ULLAH HAI ALI. . .

V= VIRD_E_NABI HAI ALI. . .

W= WARIS_E_DEEN HAI ALI. . .

Y= YAQEEN_E_BATOOL HAI ALI. . .

Z= ZUBAN_E_QURAN HAI ALI. . .

********kis ne insan ko kamalat se hairan kiya 

kis k kirdar ne Kafir ko Musalman kiya 

kis ki tafseer ne Quran ko Quran kiya 

kis ki Talwaar ne Islam pe Ehsan kiya 

Bashar-o-Jin-o-Malak jis ko Wali kehty hain

Hum usi Raaz-e-ilahi ko ''ALI'' kehty hain

*********

HAIDER (A.S) Ki Wilayat Ka Sada Raaj

Rahe Ga,

Har Daor ALI (A.S) Ka Mohtaj Rahe Ga,

HAIDER (A.S) Teri Azmat Ko Koi Laakh

Chupaye,

Tu MILAT-E-ISLAM Ka Sartaj Rahe Ga

5. Maula Ali as ki shaan me…Main ne Uss Zaat Pe

Likhne Ki Jisarat Ki Hai,

Jis K Daman Pe Farishto Ne Ebadat Ki Hai,

Kis Ki Jurrat Mere Aaqa K Barabar Aaye,

Mere Aaqa Ne To Nabiyon Ki Imamat Ki Hai,

Zakham Kha Kar Bhi Jo Phulon Ki Ridayen

Bakhshe,

Page 6: The Reality of Taqwa - Yusuf e Zehrayusufezehra.com/files/Book/262.doc · Web viewye mazlis e hussain me nikle hue anson firdous ke bagon me saja deti hai zahra shahzadi zamin par

Yusuf e zehra vol 14 ashaar 53 54 Yusuf e zehra vol 14 ashaar

Mere Aaqa Ne To Kaanton Se Muhabbat Ki

Hai,

ALLAH ALLAH Wo Kiya Log Thay Jin

Logon Ne,

Chalte Phirte Mere Aaqa Ki Ziyarat Ki Hai,

Asmano Pe Zamino Pe Hakumat Ki Hai,

Jis Jis Ne Mere Aaqa Ki ita’at Ki Hai.

********

6. Alif se ye fazail e Maula Ali as

Ager Alif Se Lo Insann ALI (a.s)

Be Se Kamil e Burhan ALI (a.s)

Te Se Tatheer Ki Jaan ALI (a.s)

Se Se Saqlain Ki Shaan ALI (a.s)

Har Makhfi Baat Ka Raaz ALI (a.s)

Aur Jeem Se Pak Jawaz ALI (a.s)

Makdoor Ali Taqdeer ALI (a.s)

He Se Haq Ki Tasweer ALI (a.s)

Khe Se Khatmul-Quran ALI (a.s)

Aur Khaliqa Ka Shahkar ALI (a.s)

Shazada-E-Husun-O-Jamal ALI (a.s)

Re Se Rehbar Har Haal ALI (a.s)

Wahid Ki Qasam Wajid Bhi ALI (a.s)

Hai Ze Se Zahid Bhi ALI (a.s)

Be-Badal Ali Baaqi Bhi ALI (a.s)

Mera Sin Se Hai Saaqi Bhi ALI (a.s)

Sucha Sacha Kafi Bhi ALI (a.s)

Aur Sheen Se Hai Shafi Bhi ALI (a.s)

Hai Suad Se Sabik Zikr-E-ALI (a.s)

Aur Zuad Se Zamin Fiqr-E-ALI (a.s)

Ta Se Tarfain Mein Noor-E-ALI (a.s)

Za Se Purnur Zahoor-E-ALI (a.s)

Rutba Hai Khuda Ke Wali Ka ALI (a.s)

Aur Ain Se Naam ALI A.S Ka ALI (a.s)

Hai Gain Se Pak Gani Bhi ALI (a.s)

Fe Se Fazal-E-Rabbi Bhi ALI (a.s)

Mera Kaaf Se Kibla ALI A.S ALI (a.s)

Aur Kaaf Se Kaaba ALI A.S ALI (a.s)

Hai Mim Se Shan-E-Ma Bhi ALI (a.s)

Aur Mun Kunto Maula Bhi ALI (a.s)

Page 7: The Reality of Taqwa - Yusuf e Zehrayusufezehra.com/files/Book/262.doc · Web viewye mazlis e hussain me nikle hue anson firdous ke bagon me saja deti hai zahra shahzadi zamin par

Yusuf e zehra vol 14 ashaar 53 54 Yusuf e zehra vol 14 ashaar

Hai Noon Se Noor-E-Khuda Bhi ALI (a.s)

Wow Se Wajhul-Lah Bhi ALI (a.s)

Sun Lo Ain-Ul-Lah bhi ALI (a.s)

Aur Ye Se Yad-Ul-Lah bhi ALI (a.s)

Emaan Ali Eeqaan ALI (a.s)

Sultan Ali Meri Jaan ALI (a.s)

**************

ZIKR-E-MOLA ALI a.s ME SUBHO

SHAM KARTA HU...

YA ALI a.s TERE CHAHNE WALO KA

EHTARAM KARTA HU...

JIS DIL ME BASTI HAI MOHABBAT TERI

AYE MERE MAULA a.s...

ME US DIL KO JHUK JHUK KAR SALAM

KARTA HU...

********

Likh Likh KE Choomte hai Tera Naam

YA ALI (AS)..

Dil Mai Basa Hua Hai Tera Naam YA ALI

(AS)..

Lagti Nahi Hai Isliye Thokar Mujhe Kabhi..

Aata Hai Tera Naam Mere Kaam YA ALI

(AS)

******

*****

Ali Ali se dilo ko suroor milta hai 

Nigah-e- fikr ko taza shaoor milta hai

Naseeb kaisa bhi ho ya Ali madad keh kar

Khuda se mang lo khuch bhi zaroor milta hai

******

7. Shaikh se dosatana Buri baat hai.

Shaikh se Dostana Buri baat hy 

Us se melna milana Buri Baat hy 

Mehfel-e-Murtaza a.s main jo aaty nai 

un k Ghar aana Jaana Buri baat hy 

Shaikh se Dostana Buri Baat hy 

Us se .......

Sunt-e-Mustufa (saww) hy yeh Zekry ALi a.s

Page 8: The Reality of Taqwa - Yusuf e Zehrayusufezehra.com/files/Book/262.doc · Web viewye mazlis e hussain me nikle hue anson firdous ke bagon me saja deti hai zahra shahzadi zamin par

Yusuf e zehra vol 14 ashaar 53 54 Yusuf e zehra vol 14 ashaar

Es pe Ungli Uthna Buri Baat hy 

shaikh se Dostana Buri baat hy

us se .......

Mout k Muon main Sarkar-e-Konaen (saww)

ko

Chod k bhag Jana Buri Baat hy 

Shaikh se dostana BUri baat hy 

us se ......

Jis ko Mehfel se Apni utha dey Nabi (saww)

Us ko Dil main Behtana Buri Baat hy

shaikh se Dostana Buri baat hy 

us se .......

Jo be Ghazi a.s ka Parcham Utthatay nai

Hath un se Mellana Buri Baat hy 

shaikh se Dostana Buri baat hy 

us se .......

Waqt Dafny Pyghamber (saww) Jo Ghaib

Rahay

un ki Maiet Uthana Buri Baat hy 

shaikh se Dostana Buri baat hy

us se ....

Azm-e-main Sjjad Kehta hy Sajaad se

Khof se Sar Juhkana Buri baat hy 

Shaikh se Dostana Buri Baat hy 

us se Melna Milana Buri baat hy

8. Bura maan gaye……..Qissa Khaiber Ka Sunaya To Bura

Maan Gaye...

Aaiena Unn Ko Dikhaya To Bura Maan

Gaye..

Dar e Zahra Ko Madinay Main Jalaya Kis

Ne..?

Hm Ne Jab Naam Bataye To Bura Maan

Gaye..

Tazkera Unn Ki Sakhawat Ka Wo Krtay

Thay...

Jab Fidaq Yaad Dilaya To Bura Maan Gaye..

Page 9: The Reality of Taqwa - Yusuf e Zehrayusufezehra.com/files/Book/262.doc · Web viewye mazlis e hussain me nikle hue anson firdous ke bagon me saja deti hai zahra shahzadi zamin par

Yusuf e zehra vol 14 ashaar 53 54 Yusuf e zehra vol 14 ashaar

Waqt Padne Pe Wo Krtey Rahey Haider

Haider...

Haq Ne Jab Mola Banaya To Bura Maan

Gaye..

Hum Jab Rotay Hain To Biddat Ki Sanad Milti

Hai...

Qissa e Ghaar Sunaya To Bura Maan

Gaye.."

****************Wo jo dar pay thay Muhammad (saww)

ko Staany k liye

Woh aaye Dar-e-Zahra (sa) ko Jalany k liye

Log Kehny Lagy Shion ko kaafir kaafir

Apny Ajdaad k Kartoot Chhupany k liye

tu bata muj ko k Nasl-e-Abu Talib (as) k siwa

Sar diya kis ne hai Islam bachane k liye

Waris-e-Taigh-e-ALi (as)

Parda-e-Ghaibat se abhi

Aany wala hai har ik Badla Chukany k liye

Sar Hatheli pe liye phirty hain Hum to

"Mohsin"

Dosti Aal-e-Muhammad (saww) Nibhane k

liye

9. Maula Ali as ki shaan me…Kis Tarha Se Manzil-e-Irfan-e-Haydar

Sochna

Ghayr Mumkin Hai Had-e-Imkaa Se Baahar

Sochna

Kalma-e-Tawheed Ki Haqq-e-Wilayat Ki

Qasam

Shirk Hai Ghayron Ko Maula Ke Baraabar

Sochna

Khutba-e-Zehra Samajhne Ke Liye Puuri

Tarha

Laazmi Hai Ban Ke Haydar Ya Payambar

Sochna

Page 10: The Reality of Taqwa - Yusuf e Zehrayusufezehra.com/files/Book/262.doc · Web viewye mazlis e hussain me nikle hue anson firdous ke bagon me saja deti hai zahra shahzadi zamin par

Yusuf e zehra vol 14 ashaar 53 54 Yusuf e zehra vol 14 ashaar

Zauf-e-Jism-e-Mustafa Ka Aur Bhi Tha Kuch

Ilaaj

Chaadar-e-Masooma-e-Aalam Se Hatkar

Sochna

Jiske Tukdo Par Paley As’haab-e-Khatmul

Mursaleen

Kisne Ki Unki Kifaalat Zindagi Bhar Sochna

Kehte Hain Rif’at Kisey Aur Auj-e-Insaani Hai

Kya

Fatema Zehra Ke Dar Par Sar Jhukaa Kar

Sochna

Dushmani Bint-e-Nabi Se Aur Nabi Se Dosti

Kya Yehi Islam Hai Ay Banda Parwar Sochna

Hashr Mein Kholega Jab Apni Adaalat

Kirdigaar

Mujrim-e-Baagh-e-Fidak Honge Kahaan Par

Sochna

Kalma-e-Haq Ki Hifaazat Jaan Dekar Kis Ne

Ki

Gar Miley Fursat Kabhi To Kalma Padhkar

Sochna

10. Aye rabbe zahaa..panjetan e paak ka sadqa…

Ay Rab-e-jaha Panjtan-e-pak (a,s) ka

sadqa..

Is qaum ka daman gam-e-Shabbir (a,s) se

bhar de..

Bachoo ko ata kar Ali Asgar (a.s) k tabasum..

budho ko Habib ibn-e-mazahir ki nazar de..

Maa o ko sikha sani-e-zehra (s,a) ka

saliqa..

Behno ko Sakina (s,a)ki dua o ka asar de...

Qismat to faqat khak-e-shifa bakhsh dy

Page 11: The Reality of Taqwa - Yusuf e Zehrayusufezehra.com/files/Book/262.doc · Web viewye mazlis e hussain me nikle hue anson firdous ke bagon me saja deti hai zahra shahzadi zamin par

Yusuf e zehra vol 14 ashaar 53 54 Yusuf e zehra vol 14 ashaar

mola..

Me ye nahin kehta k mujhy maal-o-gohar

dy...

Aankho ko dikha roza-e-mazloom ka

manzar..

Qadmoo ko najaf tak bhi kabhi izn-e- safar

dy...

Manzoor hai khawabo me hi aqa ki ziyarat..

Parwaz ki kaushish hy na jibril (a,s) k par

de...

Jis dar k sawali hain farishte bhi bashar bhi..

Aawara-e-manzilhon mujhy bhi wohi dar de...

kherat dar-e-Shah-e-najaf chahiye muj ko..

Salman-o-abu-zar ki tarha koi hunar de...

Sar par ho sada parcham-e-Abbass (a,s) ka

saya

meri dua khatm hy ab isko asar de... ( ILLAHI

Ameen )

11.Maula Abbas as ki shaan me..JAB QALAM LIKHNAY LAGA HAZRAT-

E-ABBAS (A.S) KA NAAM

PHOOL BAN BAN K KHILA HAZRAT-E-

ABBAS (A.S) KA NAAM

MAIN NAY BAS HAaTH UTHAYAY THAY

DUA KI KHATIR

BAN GAYA HARF-E-DUA HAZRAT-E-

ABBAS (A.S)KA NAAM

MUSHKILAIN HAT tey Gaye

RAASTAY HAMWAR HUVE

LAY K MAIN GHAR SAY CHALA

HAZRAT-E-ABBAS (A.S) KA NAAM

THEE KARI DHOOP MAGAR

MUJH PAY GHANA SAYA THA

BAS MERAY ZEHN MAIN THA

Page 12: The Reality of Taqwa - Yusuf e Zehrayusufezehra.com/files/Book/262.doc · Web viewye mazlis e hussain me nikle hue anson firdous ke bagon me saja deti hai zahra shahzadi zamin par

Yusuf e zehra vol 14 ashaar 53 54 Yusuf e zehra vol 14 ashaar

HAZRAT-E-ABBAS (A.S) KA NAAM

YU LAGA GHAR MAIN

MERAY CHAND UTER AYA HE

MAIN JO DOHRATA RAHA

HAZRAT-E-ABBAS (A.S) KA NAAM

MOJAI KHUSH HO K

QADAM CHOOMNAY AEIN MERAY

MAIN NAY SAHIL PA LIYA

HAZRAT-E-ABBAS (A.S) KA NAAM

TOOR PER APKO MOOSA (A.S) NA

KHIJALAT HOTEE

YE HUA YAAD NA THA HAZRAT-E-ABBAS

(A.S) KA NAAM

NAAM ABBAS (A.S) KA ABBAS (A.S)

NAHIN HOTA AGER

BIL-YAQEEN HOTA WAFA HAZRAT-E-

ABBAS (A.S) KA NAAM

MERE LUKNAT NE SIKHAYE

ADAB ADAAB MUJE

MAINAY RUK RUK K LIYA

HAZRAT-E-ABBAS (A.S) KA NAAM

12. Janab e Abu talib as ki shaan me…

Main Hoon Abu Talib(a.s)

Meri Pehchan Yehi Hai

Kehtay Ho Nabuwat Jisay

Meri Goudi Main Pali Hai

Paida Howa Ghar Main Meray

Payghamber-e-Akhir(s.a.w.w)

Betay Ki Waladat Meray

Kaabay Main Hoe Hai

Ghar Main Hai Nabuwat Meray

Ghar Main Hai Imamat(a.s)

Jo Malka-e-Jannat(s.a) Hai

Page 13: The Reality of Taqwa - Yusuf e Zehrayusufezehra.com/files/Book/262.doc · Web viewye mazlis e hussain me nikle hue anson firdous ke bagon me saja deti hai zahra shahzadi zamin par

Yusuf e zehra vol 14 ashaar 53 54 Yusuf e zehra vol 14 ashaar

Baahu Mujh Ko Mili Hai

Kia Hai Mera Emaan

Ab Pocho Khuda(j.j) Se

Bachpan Main Nabuwat

Meray Seenay Pay Rahi Hai

JO Agar Hum Na Hotay Tou

Yeh Kaaba Bhi Na Hota

Kaabay Ki Bunyaad

Meray Ajdaad Nay Rakhi Hai

Quran Main Maujood Meray Naam Ka Surah

Paala Hai Nabuwat Ko

Saanad Yeh Bhi Mili Hai...

*******Deen ki kashti ka kinara Ali Ali

be Saharon Yatimon ka Sahara Ali Ali

Aao Duniya Walo Aaj karlain fesla ye

Sari Duniya Tumhari,Humara Ali Ali.

***************

Suraj ne tartara k kaha YA ALI MADAD

Taroon ne dar pae aak kaha YA ALI MADAD

***

13.Maula Husain as ki shaan me…Khuloos-e-Dil ki Roshnaai le kar

Ba Deeda Tar Hussain Likhna

Tum Aisa karna Kitab-e-Dil ke

Waraq Waraq Par Hussain liknna

..Huroof Khushboo ke Phool Ban kar

Tumhare Seenay Main Khil Uthainge

Tum aisa Karna Ke Apni Aankho’n

Aur Apne Lab Par Hussain liknna

..Ye Pairh Saaray Ye Sab Parinde

Adab Se Sajda Karainge Unn ko

Tum Aisa Karna Ke Unn Hawao’n

Ki Jhaalaro’n Par Hussain liknna

.Hussain likh Kar Phir Uss Ko Likhna

Page 14: The Reality of Taqwa - Yusuf e Zehrayusufezehra.com/files/Book/262.doc · Web viewye mazlis e hussain me nikle hue anson firdous ke bagon me saja deti hai zahra shahzadi zamin par

Yusuf e zehra vol 14 ashaar 53 54 Yusuf e zehra vol 14 ashaar

Phir Uss kO Likh kar tum Aisa Karna

Ke Aaj Tak Tum Ne Jo Bhi Likha HO

Tum Uss Ka MehWar Hussain liknna

Aazan DainGi Tumhari Aankhain

Tumhaare Misray Adaa Karain Gi

Tum Aisa Karna K Rah-e-Haqq Main

Hussain Parh kar Hussain liknna

Wo Barchiyan Wo Chamaktay KhanJar

wo TapTay Sehraa Pukaartay hain

Tum Aisa Karna K KarBalaa ke

Badan Pe Ja Kar Hussain liknna

.Agar Kitaabat Ka Shauq Ho to

Kitaab-e-Sabar-0-Razaa Main Rahat

Jahan Shaheedo’n Ka Naam Likhna

Tou Sab se Opar Hussain liknna. .

HussaiN rooH me Shamil Hai

Zindagi Ki TaraH

Ye NaaM Lu To TabiyaT Ko ChaiN milta HAi

MagaR Ye Faiz Hai Mashroot Ek Baat k Sath

YazeeD Dil me Na Ho to, HussaiN Milta HAi.

14.Khatun e jannat j. Zahra sa ki shaan me

Aasmani aayato ki pairvi hai fatima

deen ka suraj mohmmad ki roshni hai fatima

betiyo ko dafn karne ki aadat mar gayi

sinfe niswa ki jaha mai zindegi hai fatima

ehtramaan purre qad se uth rahe hai mustafa

khana e ismat me shayad aa rahi hai fatima

naz karta hai khatija ka khazana aaj tak

karbala se puche kitni saqi hai fatima

Page 15: The Reality of Taqwa - Yusuf e Zehrayusufezehra.com/files/Book/262.doc · Web viewye mazlis e hussain me nikle hue anson firdous ke bagon me saja deti hai zahra shahzadi zamin par

Yusuf e zehra vol 14 ashaar 53 54 Yusuf e zehra vol 14 ashaar

saqi e kausar ki aankho me jo muddat tak

rahi

halq e kausar ki qasam wo tashnagi hai

fatima !

15 azaadaari ….aansu …Dosto aao Sunaaon tum ko mein ik

WaaQia

Majlis se apne Ghar ki Jaanob ko mein chala

Rastey mein Waa'iz se Samna mera ho gya

Hasb-e-Adat Tanziya Lehjy me wo ye kehne

laga

Shirk hai Ghair-e-Khuda per Ashk barsana

suno

Mein ye Bola bat ab Meri Molana suno…

Aadm-0-Hawa ka kiya bete pe rona shirk

tha?

Hazrat-e-Yaaqoob(as) ne Yousuf(as) pe Q

girya kia??

Hay agar tu Umati Sarkar(saww) ka to ye

Bata

Hazrat-e-Hamza(as) pe Q roye Muhammad

Mustafa(saww)

Ya tu ab Sarkar(saww) se tu Apna rishta Tod

ly

ya Azadari pe yoon tanz karna chhor dy

Moo bana kar til-milaa kar phr chali uski

zubaan

kiyo madad Hyder(as) se lete ho bajae

ZulJalal..?

Mein ye Bola apni Boseeda kitabain to

khanghaal

us mein mil jaygi tujh ko jang-e-Khaibar ki

misaal

tujh pe ho jaega Saabit Behs ye bekaar hai

Nara-e-haider(as) lagana Sunnat-e-

Sarkaar(saww) hai

Page 16: The Reality of Taqwa - Yusuf e Zehrayusufezehra.com/files/Book/262.doc · Web viewye mazlis e hussain me nikle hue anson firdous ke bagon me saja deti hai zahra shahzadi zamin par

Yusuf e zehra vol 14 ashaar 53 54 Yusuf e zehra vol 14 ashaar

*****************Hathon main mairay Ya-Rab Abbas

ka Alam ho …

Dam niklay agar maira! Maah e

Moharam ho …

Quran parha jaey maiyat pe mairy

lekin …

Uthay jo janaza to Hussain (as) ka

matam ho …

************

Ya Ali tere dar ke hum sawali hai,

Log kehte hai hum mawali hai,

Kya Musalman bhul gaye HADIS-E-NABVI,

Kare jo pyar ALI se wohi Halali Hai.

*******

parda e ghaib se jis waqt imam (a.s)

aaengay

hai kahan dushman e Shabbir ye farmaengay

shaikhji apni karo fikr hamaray kya hai

hum to Abbas a.s k parcham se lipat

jaaengay

******

Ali ko khaliq-e-Akber ka ain kahtay hai .

Hassan ko kalb-e-Rsialat ka chain kahtay

hai 

Bacha k din-e-Khuda jo Khuda kii laaj rakhay

Zubaan-e-Ishq mai us ko Hussain kahtay hai

*****

Bas Kerbala ke gham mein yeh baat

milti hai.

Har ek aansun ke badle najaat milti hai,

Gala kata kar ke bhie zinda hai kerbala wale,

Na aisi maut aur na hayaat milti hai..

*******

• Do Aesay Janazay Hain Tarikee Main

Jo Uthay •

• Bus Ghar K He Logo Ne Dono Ko Diye

Page 17: The Reality of Taqwa - Yusuf e Zehrayusufezehra.com/files/Book/262.doc · Web viewye mazlis e hussain me nikle hue anson firdous ke bagon me saja deti hai zahra shahzadi zamin par

Yusuf e zehra vol 14 ashaar 53 54 Yusuf e zehra vol 14 ashaar

Khanday •

• Ek "FATiMA ZEHRA" Hay Ek

"BALi SAKiNA" Hay •

• PehLo Bh Shekasta Hy

Turbat Bhi Shekasta Hy •

*******

16. Khatun e jannat j. Zahra sa ki shaan me

FATIMA s.a.

Mustafa saww ki Dua Fatima a.s,

Aur Khuda Ki ata Fatima a.s,

Rehmat e do jahan Mustafa saww,

Rehmat e Mustafa Fatima a.s

Aik jaisa hai ye Ghar ka Ghar,

Phir bhi sb say Juda Fatima a.s.

Kia Khadija Ki Aaghoosh thi,

Bn gaein Fatima,Fatima a.s.

Aaj aey hain Dono Jahan ,

Terey zair e Kisa Fatima a.s.

Deen ki shaan Ihl e Kisa,

Shan e ehl e Kisa Fatima a.s.

Mazhar e HAL ATA PANJTAN,

Mazhar e INNAMA Fatima a.s.

Sab nay dekha ki Zainab bani,

Baad e Karbo bala Fatima a.s.

Sun kay khutba ye sb kh uthay,

Bint e Haider hain ya Fatima a.s.

Kis mein taqat kay wo likh sakay,

Aap ka martaba Fatima a.s.

Ik misra tau shayan e shan ,

mjh ko kejiye ata Fatima a.s.

Bs yehi meri tasbeeh hai,

Fatima ,Fatima,Fatima a.s.

Mein bhi midhat ko hazir hua,

Aap ka shukrya Fatima a.s.

******************

Page 18: The Reality of Taqwa - Yusuf e Zehrayusufezehra.com/files/Book/262.doc · Web viewye mazlis e hussain me nikle hue anson firdous ke bagon me saja deti hai zahra shahzadi zamin par

Yusuf e zehra vol 14 ashaar 53 54 Yusuf e zehra vol 14 ashaar

"Bint-e-Ali ,Ali Ki Tarha Sarfaraz Hai

Zainab ,Khuda Ki Shan Muhammad Ka Naaz

Hai

Zainab Raza-e-Sabr KiJaiy Namaz Hai

Zainab Nabi Ke DEEN kI Ummr-eDaraz Hai.

*******MUJH KO BEHLOL SA DEWANA

BANA DE YA RAB

KULL E EMAAN KA MASTANA BANA DE

YA RAB

HAR JAGA MATAM E SHABIR A.S KI

GOONJAY AWAZ

SARI DUNIYA KO AZA KHANA BANA DE

YA RAB

17. Maula Ali as ki shaan me…Mai ne kaha k ziker-e-rasool-e-khuda

karoon, 

kehney lagay k haan ye hi johar ki baat hai...

Mai ne kia jo daawat-e-awaal ka tazkira,

bolay hatao is mai to haider ki baat hai..

Mai ne kaha jihaad-e-payambar karoon

bayaan,

khandaq ka zikr hai kahin Khyber ki baat hai,

kehney lagay k aur koi tazkira karoo,

is mai to saaf zegam-e-dawar ki baat hai..

Mai ne sanaya ayat-e-tatheer ka nozool,

bolay k ghar mai rehney do ye ghar ki baat

hai..

mai ne nabi ki but shikani ka kia jo zikr.. 

kehney lagay k dukhti hui rag na chehriye,

paye ali(as) aur doosh-e-payambar ki baat

hai..

mai ne sunaya jab shab-e-hijrat ka waqiya,

bolay k ye rasool k bistar ki baat hai..

Page 19: The Reality of Taqwa - Yusuf e Zehrayusufezehra.com/files/Book/262.doc · Web viewye mazlis e hussain me nikle hue anson firdous ke bagon me saja deti hai zahra shahzadi zamin par

Yusuf e zehra vol 14 ashaar 53 54 Yusuf e zehra vol 14 ashaar

mai ne nabi k akhri hajj ka kia jo zikr,

bolay k ye gadeer k mimber ki baat hai..

array mai ne kaha k zikr-e-nabi kis tarhaan

karoon,

ahmad(pbuh) ki baat baat mai haider ki baat

hai...

bolay k zikr auroon ka aata nahi hai kia..?

Mai ne kaha k ye to muqaddar ki baat hai...

*********

Is tarha se jine ka hunar dete hai

Abbas,

RagRag me wafadari bhar dete hai

Abbas,

ye aise sakhi, aise sakhi, aise sakhi hai,

kuch mange bina jholi bhar dete hai

Abbas..

18. SAARE BOLO "ALI a.s ALI a.s

SAARE BOLO "ALI a.s ALI a.s"

BHATKO KA SAHARA..

DUBO TO KINARA..

NABIYO NE PUKARA..

MERI AANKH KA TARA..

MAULA E KAMBAR..

AAQA E ABUZAR..

ZAHRA s.a KA ShauHAR..

HUM SAB KA REHBAR..

HUM SAB KA LEADER..

MASJID KE ANDAR..

MIMBER KA REHBAR..

DUM MAST QALANDAR..

TERI QABR KE ANDAR..

TAARO ME MAULA..

SAARO ME MAULA..

PYAARO ME MAULA..

NAARO ME MAULA..

ASHKO ME MAULA..

Page 20: The Reality of Taqwa - Yusuf e Zehrayusufezehra.com/files/Book/262.doc · Web viewye mazlis e hussain me nikle hue anson firdous ke bagon me saja deti hai zahra shahzadi zamin par

Yusuf e zehra vol 14 ashaar 53 54 Yusuf e zehra vol 14 ashaar

PALKHO PE MAULA....

ARSH KA MAULA...

FARSH KA MAULA..

QAYENAT KA MAULA....

SHIYO KA MAULA..

HUM JAB BHI PUKARE..

BUS USKO PUKARE..

WOH HAAZIR MAULA....

WOH NAAZIR MAULA...

WOH QAYEM MAULA....

WOH HAQ KA MAULA..

BAR HAQ KA MAULA..

CHIRIYON KI CHAHEK ME..

HAR PHOOL O PAKAKH ME..

SHAMSHEER KA MOLA..

BE SHEER KA MAULA..

TEHREER KA MAULA..

TAQDEER KA MAULA..

GHADEER KA MAULA..

HUM SAB KA MAULA ........

19. Intezaar

Kitna Ajab Hai Saahib-e-Ghaibat Ka

Intezaar

Do Dil Ki Zinadagi Mai Qayamat Ka Intezaar

Tere Qadam Ka Teri Imaamat Ka

Intezaar

Issa (a.s.) Ko Hai Namaz-e-Jamaa'at Ka

Intezaar

Dil AainaBane Hue Sadiyaa'Guzar Gayi'n

Kab Tak Nazar Kare Teri Soorat Ka Intezaar

Tu Hukm De Agar To Thahar Jaaye Kaainaat

Hai Waqt Ko Bhi Teri Ijaazat Ka Intezaar

Al Ajal Ya Imam(a.t.f)

*******

JALTE HO KYON ALI(A.S) KE

KAMALAT DEKH KAR

IZZAT KHUDA BHI DETA HAI

OQAT DEKH KAR

MILTI JO AISE WAISON KO

Page 21: The Reality of Taqwa - Yusuf e Zehrayusufezehra.com/files/Book/262.doc · Web viewye mazlis e hussain me nikle hue anson firdous ke bagon me saja deti hai zahra shahzadi zamin par

Yusuf e zehra vol 14 ashaar 53 54 Yusuf e zehra vol 14 ashaar

HILTI NA ZULFIQAR

TALWAR RAB NE DI HAI

MAGAR HATH DEKH KAR

*************Zainab s.a. abu Turab a.s. ki

Zinaat ka Naam hai

Zainab s.a. amanaatoon ki

Amanaat ka naam hai

Zainab s.a. Hussainiat ki

Zaroorat ka naam hai

Zainab s.a. Ali a.s. Ke,

Khoon ki Taharat ka naam hai

Maana Wajood e Shah a.s. mai

Pori hai Karbala

Zainab s.a. Agar na ho tou

Adhori hai Karbala

*************

Markaz e anwaar se waabastagi mil

jayegi

daagh e maatam khil uthengay roshni mil

jayegi

Karbala me isliye karta hoon marne ki dua

maut aatay hi yahan par zindagi mil jayegi !

*********

Zikr e Hussain (a.s) Ne Mujhay Insan

Bana Diya,

Matam Ko Yoon Jannat Ka Saaman Bana

Diya,

Ahsaan Hai Mujh Per Mere Hussain(a.s)Ka,

Mujh Ko yoon Panjetan (a.s) Ka Ghulam

Bana Diya.

Aarzu Dil-E-ZEHRA k talbgaar ho tumNAAM-E-ABBAS pe mar jane ko tyyar ho

tumAaj bhe shaam ke zinda se sda aati haitum slamat rho BABA KE AZADAAR ho

tum

**********Zikre ALI AS Rasool AS ki

Page 22: The Reality of Taqwa - Yusuf e Zehrayusufezehra.com/files/Book/262.doc · Web viewye mazlis e hussain me nikle hue anson firdous ke bagon me saja deti hai zahra shahzadi zamin par

Yusuf e zehra vol 14 ashaar 53 54 Yusuf e zehra vol 14 ashaar

sunnat ka naam hay

Nutqe ALI AS kalam ki

izzat ka naam hay

Nam-e-ALI AS Khuda ki

mashiyat ka naam hay

Madhe ALI AS hamari

ibadath ka naam hay

Taufeeq ho to sonchiye

kya isme raaz hay

main YA ALI AS kahoon

to mukamal namaz hay

20. Maula Ali as ki shaan me………….

Sher e khuda mila

mujhe nafs e khuda mila,

main khush hoon

mujko mazhar e rabbe ala mila.

Naad e Ali pardhi jo nabi(saws) ne

ba hukm e rab,

khaibar koshaai ke liye

khaibar kosha mila,

Daykar Ali(a.s) ka waasta maine dua jo ki,

naam e Ali ke saath mujhe muddoah mila.

Hyder ke ek miltay hi kya kya mila mujhay,

imaan mila Rasool milay kibriya mila.

Tum ko mila khaleefa

sakheefa ki chaaow mai,

taighon ki chaaow mai

mujhay nafs e khuda mila.

Madhay Ali(a.s) ne aouj pa

pohcha diya mujhay,

sadqay mai buturaab ke

ye martaba mila.

Girta huwa sambhal gaya

jab naam lay liya,

wo khush naseeb hai

Page 23: The Reality of Taqwa - Yusuf e Zehrayusufezehra.com/files/Book/262.doc · Web viewye mazlis e hussain me nikle hue anson firdous ke bagon me saja deti hai zahra shahzadi zamin par

Yusuf e zehra vol 14 ashaar 53 54 Yusuf e zehra vol 14 ashaar

jise moshkil kosha mila.

Khaali raha Ali(a.s) ki

muhabbat se jiska dil,

on ko khuda mila na Rasool e khuda mila.

Mahsher mai nafs e nafsi ka

hungaam tha magar,

Hyder(a.s) ke naqsh e pa se

mujhay raasta mila.

***********

BE HUBBEY ALI (A.S)JO LOG BHI

PADHTE HAI NAMAZ E

UTH BAITH TO KARTE HAI IBADAT NAHI

KARTE

PANI KI HAR Ek BOOND KE MAQROOZ

HAI WO LOG

SHABBIR KE DUSHMAN PAR JO LANAT

NAHI KARTE......

*******

ye mazlis e hussain me nikle hue ansonfirdous ke bagon me saja deti hai zahrashahzadi zamin par inhe girne nahi deti

bach jaye to kausar me mila deti hai zahra

*********Khuda ki Khudai may jalwagari hai

Jidar dakhta hon Ali hi Ali haiAjab shan hai teri ay aanay walay

Ki diwaar Kabah ki darr ban gaEi haiWo farsh-e-Nabi ho ya Arsh-e-Khuda ho

Yahan bhi Ali hai Wahan bhi Ali haiIsi se hai zahar wilayat ki azmatKhuda bhi wali hai Ali bhi wali

*********Zameen e Qabar kahe gi adu e

HAIDER say.

Tu mera Haq hai faqat rasm e inteqam nahin.

ABU TURAB ke Dushman tu mere paas toh

Aa.

Page 24: The Reality of Taqwa - Yusuf e Zehrayusufezehra.com/files/Book/262.doc · Web viewye mazlis e hussain me nikle hue anson firdous ke bagon me saja deti hai zahra shahzadi zamin par

Yusuf e zehra vol 14 ashaar 53 54 Yusuf e zehra vol 14 ashaar

Jala k raakh na kar doon to TURAB naam

nahin.

*********abeen e Arsh Ko Kaaba Bohat Zaruri HaiDar e Hussain Pe Sajda Bohat Zaruri HaiJo Chahtay Ho K Allah Tum Se Raazi Ho

Raza e Fatima Zehra Bohat Zaruri HaiQasam Hai Bibi Tere Pehlu e Shakista KiSitam Daron Pe Tabarrah Bohat Zaruri

Hai,

**************Unki peshani ko bose do gale lag jao,

Sun ke jo Naam-e-Ali shaad hua karte hai.Aale Mohammad ke dushman se karna

yun parhez,Jaise bhige hue kutte se bacha karte hai.

********

DIL E BATOOL S.A KI TASKEEN HAI AZADARI,

YE TUM SE KIS NE KAHA TOHEEN HAI AZADARI?.

ZAMANY BHAR KO SIKHA GAI ZAINAB S.A.

HAMARI RASM NAHI DEEN HAI AZADARI..

*************

Yun Gham-e-Shah Ne Fitrat Pe

Hakumat Ki Hai,

Mere Hontoon Ne Tabassum Se Baghawat

Ki Hai,

Aur Lab Hilatay Hain Wohi Loog Khilaaf-e-

Matam

Jinki Maoon (Mother) Ne Amanat Main

Khaiyanat Ki Hai.

DAR E ZEHRA SA KOI DAR TO

DHUND K LA,

DUNIYE MEIN NAHI MILEGA TU JANNAT

SE DHUND K LA,

Page 25: The Reality of Taqwa - Yusuf e Zehrayusufezehra.com/files/Book/262.doc · Web viewye mazlis e hussain me nikle hue anson firdous ke bagon me saja deti hai zahra shahzadi zamin par

Yusuf e zehra vol 14 ashaar 53 54 Yusuf e zehra vol 14 ashaar

HUME FAKR HAI KE HUM HAI IS DAR K

GHULAM,

TU JAA HUM JAISE KISI AUR KA

MUQADDAR DHUND K LA.

********21. USS PE LAANAT BESHUMAR

ZIKR-E-ALI(A.S) SAY HAIN JO BEZAR

, UN PER LAANAT BESHUMAR,

JO BHI KARAY IS SAY INKAAR,

US PER LAANAT BESHUMAR,

"SAAF HAY FARMAN-E-NABI (S.A.W.W)

", MERA WASI HAY SIRF ALI(A.S),

"PHIR BHI KAHAY JO UN KO YAAR,

US PER LAANAT BESHUMAR,

"ZEHAN-E-NABI(S.A.W.W) PER SHAK JO

KARAY,

BE SAMAJH BAK BAK JO KARAY,

"WOH KHUD HAY ZEHNI BEEMAR,

US PE LAANAT BESHUMAR,

"ZALIM, GHASIB AUR SHATIR,

TEENO K TEENO KAFIR,

"BIBI ZAHRA(S.A) HAIN JIS SAY BEZAAR,

USS PE LAANAT BESHUMAR

**************Khuda kisi ko jab urooj-e-kamal deta hay,

Darr-e-BATOOL s.a ki chokhat pe daal deta hay,

Jo aadmi ko parakhna ho YA ALI keh do,Ye wo amal hay jo shajrey kangaal deta

hay..

******************

Apni Jannat Ko Zara Aur Saja Le Rizwan,Is Se Acha Toh Mere Ghar Ka Azakhaana

Hai,Zid Na Kar Tu Mujhe Firdos Main Le Jaane

Ki,Raasta Chhodh Mujhe Karbobala Jana

Hai.....!

***************

Page 26: The Reality of Taqwa - Yusuf e Zehrayusufezehra.com/files/Book/262.doc · Web viewye mazlis e hussain me nikle hue anson firdous ke bagon me saja deti hai zahra shahzadi zamin par

Yusuf e zehra vol 14 ashaar 53 54 Yusuf e zehra vol 14 ashaar

Pyaas k lafz se wabista hai itna pani,

Jab kabhi pyaas likha aankh se nikla pani,

Kya wafa thi k baha khoon tu samjha pani,

Khoon samjha use jab Mashk se tapka

pani...

22. Maula Ali as ki shaan mai,,,,Dil ki mehfil ko saja'o Ya Ali kehney ke

baad

munkiron ka dil jala'o Ya Ali kehney ke baad

mominon aur munkiron ka khud pata chal

jaye gaa

chehra chehra aazma'o Ya Ali kehney ke

baad

hai qaseem un naar wa jannah Ali al-murtaza

khud ko dozagh se bacha'o Ya Ali kehney ke

baad

zikr e ahle bayt se roshan karo dil ke

charagh

mehfilon ko jagmagao Ya Ali kehney ke baad

fitna sazon se bacha e gaa hisaar e panjtan

ma'rikon mein fatha pa'o Ya Ali kehney ke

baad

bargah e Rabb mein hon'geen sab dua'ain

mustajaab

apney hathon ko utha'o Ya Ali kehney ke

baad

eik ho jao musalmano khuda ke wasitey

aag nafrat ki bhuja'o Ya Ali kehney ke baad

majlis o mehfil ki zeenat hai zafar naam e Ali

har khushi har gham mana'o Ya Ali kehney

ke baad

ya ALI MADAD A.S

********

Page 27: The Reality of Taqwa - Yusuf e Zehrayusufezehra.com/files/Book/262.doc · Web viewye mazlis e hussain me nikle hue anson firdous ke bagon me saja deti hai zahra shahzadi zamin par

Yusuf e zehra vol 14 ashaar 53 54 Yusuf e zehra vol 14 ashaar

Nadamat aankh me hoti hai chehra zard hota hai.

Wilayat per munafiq ka rawaiya sard hota hai.

Hamein to 14 sadiyon se bas yehi samajh aaya.

HUSSAINIAT se jo takrayey wo dahshat gard hota hai.

**************Gazi ki shuja'at ka ye unwaan bhi hoga,

mashkize mai darya hai toh tufan bhi hoga,

ABBAS ke parcham ki taraf gaur sey dekho,

panja hai toh bai'at ka gireban bhi hoga.*********

ast-e-Qudrat K Isharey Ko ALI (A.S) Kehtay Hain...,

Haq K Pur Noor Nazarey Ko ALI (A.S) Kehtay Hain...,

Woh To Kehtay Hain ALI (A.S) Ka Sahara Hai Biddat...,

Hum To Nabiyon K Saharey Ko ALI (A.S) Kehtay Hain...,

Daagh e Matam jo seenay se laga rakkha hai,

Dil ko Mola ka aza khana bana rakkha hai,Mushkilo soch k aana mere ghar ki jaanib,

Meine Ghazi(AS) ka alam ghar pe laga rakkha hai"

***********

Page 28: The Reality of Taqwa - Yusuf e Zehrayusufezehra.com/files/Book/262.doc · Web viewye mazlis e hussain me nikle hue anson firdous ke bagon me saja deti hai zahra shahzadi zamin par

Yusuf e zehra vol 14 ashaar 53 54 Yusuf e zehra vol 14 ashaar

23 દિ�લ થી કરો પુકાર કહો યા અલી મ��,

દિ�લ થી કરો પુકાર કહો યા અલી મ��,મુશ્કિ�કલ છે બેશુમાર કહો યા અલી મ�� 

તોફાન થી ખડક થી વમળથી ડરો નહિહ,થઇ જશે બેડો પાર કહો યા અલી મ��

ગુલઝાર માં છે �ૌર ખિખઝાંનો તો શંુ થયંુ,આવી જશે બહાર કહો યા અલી મ��

છે એવંુ એનંુ નૂર કો હો રાત એ છતાંય,ઉગી જશે સવાર, કહો યા અલી મ��

જીવન, જગત, જમાનો - બધાને જીતી જશો,થશે ક�ી ના હાર કહો યા અલી મ��

ખયબરના દ્વાર જેમ તરત ઉઘાડી જશે,તક�ીર નાય દ્વાર, કહો યા અલી મ��

બેફામ દિ�લ ના ��. ની ચિ0ંતા કરો નહિહ,થઇ જશે સારવાર, કહો યા અલી મ��

24. Maula Ali as ki shaan me

Man mouj mein hay,Tan auj pe hai,HAQ paak sakhi sultan ALI.

Sartaj suhag aqeeday ka,

Page 29: The Reality of Taqwa - Yusuf e Zehrayusufezehra.com/files/Book/262.doc · Web viewye mazlis e hussain me nikle hue anson firdous ke bagon me saja deti hai zahra shahzadi zamin par

Yusuf e zehra vol 14 ashaar 53 54 Yusuf e zehra vol 14 ashaar

har momin ka emaan ALI.

Mimber,Mehrab,qaza,masnad ,Sab soum salaat azan ALI.

Har aayat ka mafhum ALI,maqsoom ALI meezan ALI.

Bey aib saheefa ismat ka,Lareb Qadar QURAN ALI.

Merey Qibley ki saj dhaj zeenat,terey Kaabey ka mehmaan ALI.

Paataal ki teh se arsh talak,merey KHALIQ ki pehchaan ALI.

Sab NABIYON ka sardar kahey, mera jism ALI meri jaan ALI.

*********25. Azaadari…….

Paak Dil, Paak Nasab Chahiye

Is Gham Ke Liye,Haath Har Shaks Ka Uthta Nahi 

Matam Ke Liye,Kaandhe Maqsoos Hai

ABBAS (a.s.) Ke Parcham Ke Liye,Hum Ko ALLAH Ne Bheja Hai

Moharram Ke Liye,Arsh Neecha Hai Bohot,

Farsh E Azaa Uncha Hai,Is Ka Ek Ashk Bhi

Jannat Se Kahi Mehnga Hai.

MAATAM E SHOUQ KO KHUD SE JUDAA NAHIN KARTEHUM APNE DIL PE KABHI

YE JAFAA NAHIN KARTEALI a.s KA ISHQ

Page 30: The Reality of Taqwa - Yusuf e Zehrayusufezehra.com/files/Book/262.doc · Web viewye mazlis e hussain me nikle hue anson firdous ke bagon me saja deti hai zahra shahzadi zamin par

Yusuf e zehra vol 14 ashaar 53 54 Yusuf e zehra vol 14 ashaar

AIK AESI NAMAAZ HAIN JISKO KISI BHI HAAL

MOMIN QAZAA NAHI KARTE

Page 31: The Reality of Taqwa - Yusuf e Zehrayusufezehra.com/files/Book/262.doc · Web viewye mazlis e hussain me nikle hue anson firdous ke bagon me saja deti hai zahra shahzadi zamin par

Yusuf e zehra vol 14 ashaar 53 54 Yusuf e zehra vol 14 ashaar

Page 32: The Reality of Taqwa - Yusuf e Zehrayusufezehra.com/files/Book/262.doc · Web viewye mazlis e hussain me nikle hue anson firdous ke bagon me saja deti hai zahra shahzadi zamin par

Yusuf e zehra vol 14 ashaar 53 54 Yusuf e zehra vol 14 ashaar

Page 33: The Reality of Taqwa - Yusuf e Zehrayusufezehra.com/files/Book/262.doc · Web viewye mazlis e hussain me nikle hue anson firdous ke bagon me saja deti hai zahra shahzadi zamin par

Yusuf e zehra vol 14 ashaar 53 54 Yusuf e zehra vol 14 ashaar